Chapter 8

199 20 11
                                    

(Apologise?)

Cast:- Aarush / Ishaan / Mahi / Shreya/ Naira / Siddharth /taraAbhishek ~ Rashmi (aru ishu's parents) Pratap~ Priya (Shreya's parents) Madhav~ Padmavati~ (Tara's parents)

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Cast:-
Aarush / Ishaan / Mahi / Shreya/ Naira / Siddharth /tara
Abhishek ~ Rashmi (aru ishu's parents)
Pratap~ Priya (Shreya's parents)
Madhav~ Padmavati~ (Tara's parents)

I changed the face claims so first check the introduction part

Aarush, Abhishek and Rashmi where in a room, aarush is apologising to rashmi

Aarush:- Mata aap sun kyun nahi rahi hai

Rashmi:- kya sunu mein kuch ab kuch kehna sunna ko bacha hi kya hai aarush ji

Aarush:- Pitashree

Abhishek:- Aaj nahi aarush aaj tune sach mein bohut galat kiya hai.. tujhe pata hai ishaan ne subha se kuch khaya nahi hai wo udaas hai

Aarush:- mujhe toh ye samjh nhi a raha hai ki mena galat kya kiya hai? Wo ladki sahi nhi mata

Rashmi:- or tumhe kesa pata?

Abhishek:- tumhe sirf iss baat ka gussa hai aarush ki wo ladki ek chota se parivaar se hai

Aarush:- or uss mamuli ladki ko iss ghar mein sabne sar par cadha rakha hai

Rashmi:- Aarush!!

Aarush:- mata mein galat nahi hun.. aap log mujhe galat samjh rahe hein.. wo ladki ki wajha se mera bhai, mata pita sab mujhse lad rahe hein kyunn

"Kyunki tum galat ho aarush" madhav said while coming inside

Madhav:- putra wo ladki bhale hi chota ghar ki hai, wo rajkumari nhi hai iska matlab ye toh nahi ki tum ushe kuch bhi keh do

Aarush:- mamashree... kya

Aarush signs

Aarush:- kya karun mein?

Madhav:- kshama maag or lekar a usse wapas warna ishaan apni tabiyat kharab kar lega

Aarush:- lekin usse dhundu kaha?

Madhav:- wo mujhe nahi pata lekin dhundna padega

Aarush get furious but agreed

🔹️🔸️🔹️🔸️🔹️🔸️🔹️🔸️🔹️🔸️🔹️🔸️🔹️🔸️🔹️

Ishaan looking at his parents with hope, aarush get angry

Ishaan:- bhrata

Aarush:- mein ye sadharan kapde nahi pehan ne wala

(Trans:- I'm not going to wear these cloths they are ordinary)

Madhav:- tum kya shaadi ke liya ja rahe ho

(Trans:- are you going for marriage)

Aarush:- thik hai thik hai pehan raha hoon or ja raha hoon

(Trans:- okay okay, i am wearing and goingl

ꜱᴀɪʏᴀᴀɴWhere stories live. Discover now