BADTAMEEZI MAT KARIYO

343 25 3
                                    

Tapu and Sonu see Pinku and immediately know Pinku is in a bad mood

Sonu: Shreya ko call lagana chahiye kya

Tapu: pehle woh khud shant hojaye kyuki woh gussa Gogi pe hain

Pinku: itni dur se khusur phusur karne ki jarurat nahi hain ayo office main

They enter the office

Tapu: Gogi ke charges

Pinku: charges nahi andar suspicion tha woh clear hogaya toh ab jaa sakta hain pareshaan kardiya iss ladke ne poore thaane ko aur nakhre woh alag aur koi question poonchoo toh jawab bhi ulta dega

Sonu: hua kya hain isse

Tapu: 7 saal wala todka

Pinku: tum dono ka alag chal raha hain le jaayo aur raaste main koi kahani bana dena aur Shree thik hain

Tapu: bahana toh bana lenge aur Shree thik hain kyu

Pinku: kal stress main thi regarding something anyway jao ab agar shakal aur thori der dekh lee na yahi thok doonga

Sonu: hain kaha ye

Gogi: yaha hoon kuch jyada der nahi hogayi tum logo ko aane main

Tapu: chup hoja peene thi toh kisi dhank se jagah main jaake peeta ya drug ki lat lag gayi hain

Gogi: main kahi jaake peeyo usse tum logo kya mere peene ki toh lagta hain adaat hain tumlogo aur mujhe nahi pata tha ki waha drugs hotte hain

Pinku: bar ka naam Drugs Shrugs hain

Gogi: chaley main toh clean hoon

Sonu: muh sambhaal ke Gogi

Gogi: chalna hain ya nahi

Pinku: le jaa isse pehle ki main hee thok doon

Tapu: lekar jaa raha hoon kyuki Sodhi uncle ki haalat kharab hain ghar pahochke boliyo ki tuh peeke kisi naye dost ke ghar ruk gaya tha phone main charge nahi tha isliye phone aur ye sab mat boliyo

Gogi: haan thik hain

Sonu: gaari main jaake beth

Gogi: teri gaari hain

Tapu: meri hain aur woh bol sakti hain aur agli baar se dhank se baat karna

Gogi leaves

Pinku: isse hua kya hain

Tapu: bhagwaan jaane

Sonu: chaley Shreya call kar rahi hain baar baar

Tapu: hum chaltey hain

Sonu and Tapu leaves

The car ride was silent, they reached Gokuldham society

Tapu: batameezi mat kariyo 

Gogi gets outside the car and does what he is told

Tapu: Sodhi uncle ab araam kijiye ye mil gaya haina chaliye main bhi chalta hoon meeting hain meri

Sonu: par Tapu

Tapu: chutti aap ki hain meri nahi waise bhi ye meeting choti si hain ho jayegi khatam

Taarak: chalo ab sab ghar jayiye ab toh office jaake faida hain nahi

Everyone leaves for their respective homes

That's when Taniya's car enter the society 

7 YEARS LATER (ON HOLD)Where stories live. Discover now