Part-3

137 12 1
                                    

At mahi's home 🏠

Mahi reached ranchi and decide not to call any of his family members.

Mahi reached at his house and knock.

(Knock knock)

DD : jaya dekh toh kon aaya hai

Jaya : haa maa (while moving towards door)

Jaya : tu yaha (in surprise tone)

Mahi : haa 😅

DD : kon aaya hai (while coming towards main door from kitchen)

Jaya : mah..(interfere by DD)

DD : aare mahi beta (moving towards him) tu kaab aaya ?! ; kaisa hai tu ? Thik toh haina? Tu khana nhi khata tha kya patla ho gaya hai

(every typical indian mother and their love)

Jaya : maa !! Usse bolne toh do aur pehle aandhar aane do fir baat karte rehna

DD : haa haa aaja beta (while taking his bag)

Mahi silently move towards sofa

Jaya gives him glass of water

Jaya : (in mind) aabhi yeh yaha aaya hai woh bhi pura bag leke ; ho na ho kuch toh hua hai

DD : tu yaha kyu !?! Matlab aaj jyada kaam nhi hoga tujhe iss liye tu milne chala aaya;  hamari aur jaya ke bhi yaad aa rahi hogi na aaise kabhi dur nhi raha hai toh

Mahi : (ignoring the first question) haa aap logo ke yaad aa rahi thi toh milne aa gaya lekin didi ko kyu yaad karu mai

Jaya : (after mahi's answer jaya's doubt confirm that something serious is happened so she also start acting like irritated person to avoid serious questions from her mother to her bhai )

Jaya : maa dekha ! Kitna baatamez ho gaya hai (cute, irritated and angry look and tone)

DD : hawww ! Mahi aaisa koi bolta hai aamne didi ke bare mein (dramatic tone)

Mahi & DD : 😂😂

Jaya : 😒😗😮‍💨😏

DD : tu jaake thoda aaram karle ; thodi der mein tere papa aa jayege toh khana laga dungi

Mahi : haa 🥲

In mahi's room

Mahi is in his balcony (pacing here and there)

Jaya : iisse speed se chalta raha toh wapas kharagpur pohoch jayega (irk tone)

Mahi still pacing here and there ; he still didn't notice jaya

Jaya hold him from his shoulder and asked : kya hua hai (soft tone)

Mahi : k..kuch nhi

Jaya : mujhe se chupayega (in soft and supportive tone)

Mahi : nhi hua mujhse 🥺

Jaya : aache se bata kya aur kyu nhi hua

Mahi : (start explaining about his experience of TTE and his point of view)
A lone tear escape from mahi's eye

Mahi : Maine bohot koshish ke lekin nhi ho raha

Jaya : (jaya console him) papa ko kya bolenge socha tune ?

Mahi : nahi socha

Jaya : koi baat nhi kuch sochte hai

Mahi : maine kuch galat nhi kiya haina ?? Papa ne kitne umeed rakhi thi mujhse aur iss job se aur mai..maine !! 🥺

LIFE Where stories live. Discover now