Najane Dil kispe aake rukega sochta tha man, yeh baat ab sochke hasta bhi hain ki jis cehere ko dekhkar kabhi laga ni vo mera hoga uspe aake Dil tham sa gaya
Jane anjane mei ek mulakat ne sab badal diya Na vo mera na mei kabhi uska ho saka Par uske saath rehena apna sa lagne laga Us apnepan ka ehsaas kisi aur se kaise lunga Us cehere ka rukh kaise karunga Na ab woh mera ho saka na mei uska
Par jane anjane mei ek mulakat ne sab badal diya. Ab jis se shuru mere sare fasane the jiski haasi se mene karre bahut se Wade the vo ab raha na ek sapna adhura sa rehe gaya.
Lagta hain mujhe kabhi kitne gille shikhue lekar jaungi mei yaha se kitne fanase hain mere kitni adhuri woh mulakatein hain kitni vo baatein hain jo kabhi lavso mei aa na saki.
Par usse milke us ek mulakat se sab badal diya.
~वंदिता
YOU ARE READING
To The Stars, Sunsets And Him.
Poetryyou know goodbyes aren't forever so with this hope I wish to meet you again, on a bright sunny day under cool breeze so I cry my heart out to you,and once again find myself in you. they say everything ends sometime sooner or later but I still feel l...