301. Life without him

1.3K 89 185
                                    

( bold+ Italic) flashback hai..

Continued...

Haseena sit on floor...
Hm- Anubhav uthiye na ese so kyu rahe hai Hume pata hai aapko kuch nhi hua hai aap bas hamare sath mazak kar rahe hai, lakin hum bata de Hume ye mazak bilkul pasand nhi aaya hum bhut jyda jhagdne vale hai aapse uthiye na....( While crying)

Ansh- mumma aap ese kyu lo lahi..( ro rahi) ho papa uth kyu nhi lahe..( rahe)
( He said while sitting beside her with scared expression)

Hm look at him and immediately hug him..
Hm- ansh bolo na apne papa se uth Jaye...

Ansh- papa utho na hum bhut chhala..( Sara) khelenge...( With teary eyes)

Everyone had tears in their eyes...
Ansh- mumma papa toh uth ni lahe, unhe kya hua...( While crying)

Maa- kyu kiya bhagwan tune mere sath esa kyu chhin liya Mera beta ko...( While sitting beside his dead body)

She is about to touch him but ig sir stop her...

Ig- maaji aap hath mat lagaiye, Anubhav ko bhut goliya lagi thi jis vajah se infection bhut jyda hai aap bas jaldi se jaldi antim sanskaar ki tayari kijiye....

Maa is looking at her son's body, Ammi's condition is not less than her..

Here gents start doing preparation for Anubhav's last rites...

Hume lagta hai ab dah sanskaar kar dena chahiye Surya asth se phle...one neighbour said...

Hm- nhi Anubhav ko koi kahi nhi lekar jayega hamare Anubhav ko, Anubhav aap ese Hume chhod kar nhi Jaa sakte aapne humse wada kiya tha na ki aap sahi salamat aayenge, aap chale jayenge toh hamara kya hoga hum toh jeete jee mar jayenge, hamara khayal kon rakhega kon nakhre sahega hamare....( While crying)

K- Haseena sambhal khud ko...( She hug her)

Ps is handling maa and ammi, while Anu is handling Ks...

Veyom , Veer, Cheetah, and Dev stepped forward to lift the arthi, which held Anubhav's lifeless body. As they did so, solemn chant of "Ram Naam Satya hai" echoed through the house, marking the final farewell to the departed soul that had left behind his family, home, thousands of memories, and many more things...

Hm- aahhhh....( She shouted)

Ammi- ya allah kyu kiya tune esa jo dukh Maine saha vahi meri beti ko de Diya kyu kiya esa, kaise sahegi itni si umar me ye dukh, meri shadi ko toh fir bhi jyda saal huye the iski ke toh abhi 4 hi huye hai, upar se ghabhvati hai bhut halat kharab ho rahi kya hoga...( In mind)

K- kya kiya bhagwan aapne ye Haseena ki khushal zindagi ko barbad kar diya, is masum jaan ko ab tak ye bhi nhi pata ki iske upar se pita ka saya uth gaya...( Looking at ansh) Or us nanhi jaan ka kya ho Haseena ke andar pal rahi hai.....( Emotionally)

Ammi handle herself..
Ammi- tum sab apne ghar jao hum yaha sambhal lenge...

Anu- kaisi baat kar rahi hai aap ammi jab khusiyo me sath dete hai toh kya dukh me nhi denge kya...

Ps- esa karo Anuradha santu tum sab bacho ko lekar andar jao, or ansh ko sambhal Lena..

Anu- ji...

Ss and Anu take children to guest room...
Ammi- samdhan ji chaliye kamre me...

Maa- kahi nhi jana mujhe...(She is still sitting on floor )

Ps- samadhan ji sambhalna toh hoga na dukh bhut bada hai aap hi ese himmat haar jayegi to Haseena ko kaise sambhalenge hum usse dekhiye...

Anuseena-Strangers To Lovers III Where stories live. Discover now