Same day nightSameer's hotel room
Sameer apne room me balcony me khada hota hai usky haath me whisky ka glass bhi hota hai sameer sharab nhi pita par aaj vo khud ko nhi rok pata sharab pi hi leta hai
Sameer whisky pite hue parking ne hue incident ke baar me soch raha hota
Wahan se nikalte hi usne ek naya pjone kharid liya tha
Aur tabhi sunaina ka call aata hai
Sunaina - hello baby
Sameer - ha sunaina bolo
Sunaina - kuch nhi bus esse hi phone kiya tum ne khana khaya
Sameer - ahh haan khaliya
Sunaina - tumhari meeting kesi rahi aaj
Sameer - bahut achi deal final hogyi 15 20 din me complete hojayegi aur me ajaunga
Sunaina - ye to achi baat hai deal hogyi
Sameer - haan acha sunaina me abhi rakhta bahut thak gya hu subha baat karta bye good night
Sunaina- bye goog night
Aur sunaina call rkahti hai
Sunaina - ye sameer jabse mumbai gya hai kya hogya hai ...pata nhi
Tabhi sameer wapas parking me hue incident ke baare me sochta hai
Sameer - esse phones to me hazaro khareed sakta hu par jo tumne mera dil toda tha usko kese thik karu kyu dhokha diya mujhe peso ke liye me kabhi soch bhi nhi sakta tha ke tum itni giri hui...itni characterless niklogi naina ek samay tha jab me jaan chidakta tha tum par ab dil karta tumhara gala daba du naina ....shakal se to tum itni masoom lagti ho koi bhi tumhare jhanse me aajye jesa tumne mujhe fasaya tha apne nakli pyar me ....mujhe kya pata tha yahan bombay me mujhe tumhari shakal dubara dekhni padegi warna me yahan kabhi nhi aata ...aur vo baccha aarav ...zarur uska aur uske boyfreind kabir ka hoga....sameer ko se sochte hi bahut gussa ata hai aur haath me glass par itni tez grip banata hai ke glass uske hath me hi fut jata hai aur sameer ke haath se khoon behne lagta hai
Naina' house
Naina aarav ko sulane ke baad balcony me chali jaati hai
Naina - samjhta kya hai apne aap ko me zarur kam kamati hu par khush hu itni savings hai meri ke me apne bacche ko apne dam par pal saku
Naina apni savings mese ek lakh rupay alag nikal kar rakh leti hai
Naina - pese to me usse dedungi par agle kuch mahine thodi dikkate aayengi aarav ki school fees aur baaki kharche me phulla bua se bhi nhi maang sakti wese hi unhone mere liye bahut kiya hai unhe pareshan karna thik nhi rahega...par uss sameer maheshwari ko pese dene hi padenge warna fir ajayega mera matha khane ...pata nhi samjhta kya hai khudko ...uski bhi to galti thi dekh kar nhi chal sakta tha ....sab janta hai vo jan bujh kar mujhe parehsan kar raha hai ...meri khushiyan usse bardasht kahan hoti hai....mere dukh me hi to usse sukh milta hai
Next day
Naina's office
Naina apna sara kam khatam karke jarahi hoti hai
Mr singhania- miss naina
Naina - yes sir
Mr singhania- kal ki presentation me to kamal kardiya tha aapne
Naina( smile) - sir kitni baar tareef karenge aap
Mr singhania- jitni kare utni kam hai...wese me keh raha tha parso meri mom ka birthday hai tumhe zarur aana hai party me
YOU ARE READING
Kacche dhaage 2 ( continuation )
FanfictionContinuation of my previous incomplete storylacche dhaage on samaina i am Continuing this story from different id Kacche dhaage part 1 is available on previous id rahulsharma45