Happy Reading___________________________________________
Sai looks lovingly at him with teary eyes .
As the tear drops Virat wipes with his thumb and signs No .Sai again hugs and keeps her head on his shoulders and says Sorry Virat sir with tearful and innocent voice.
Virat also hugs her lovingly and cares her hairs and says kyu !?
Sai comes of our hug and says Maine aapse aise baat ki aur apko hurt Kiya ....isliye sorry and comes out the hug and holds her ears.
Virat removes her hand and says uski zarurat nahi hai sai ...and turns to go
Sai can see that he is hurt
Sai: par Virat sir ..Maine itni rudely baat ki na aapse ... Gharwalon se
Virat: Haan par unhone bhi tumse aise hi baat ki ....Maine janta hu tume ...log jis zubaan mein tumse baat karte ..tum bhi unhe ussi zubaan mein jawab bhi deti ho .
And takes his night wear and towel and moves to washroom.Sai was amused that Virat understands and knows about her without even explaining why and what.
Sai (to herself in mind): aap jaise pati kismat walon ko milte hai and does nazar to him imaginaryly . And feels happy that she has him .
But she remembers his love ...and says kya fyada ...and gets slightly irritated that she can't own him ...ap toh kisi aur ke ho ...ughhh ....oye ladki Kahan ho ....And sits frustratingly and dejected
Sai(to herself): Sai tu na kisi kaam ki nahi hai ...Naa patralekha vahini ko mana payi ...na hi us ladki ko dundh payi ...arre dundugi kaise ....kuch pata bhi nahi .
Then Sai remembers that Virat has not had dinner and goes to get dinner for him.
At kitchen.
She sees Ashwini setting the kitchen neat and goes near her
Sai: aai!
Ashwini turns and sees Sai and with sad voice replies : haa Sai ..kuch chaiye tha kya ?
Arre ha tumne khana nahi khaya na abhi tak ..aao beto mein parso thi hu .Sai understand that she is still sad
Sai: aai ... I m sorry Maine aise baat ki ..par sach mein mujhe kuch zaroori kaam tha isliye gayi
Ashwini dejectedly sees her and says psssh ...Sai beta agar bata deti toh sab kuch samal jata na
Sai: janti hu aai ...aur shyad sab log ko kal se mujhse nazargi rakhi bhi hai ..woh bhi kam ho jati ...par kehte hai ..jab kisi baat ka result pe apko confidence na ho ...tab tak chup rehna hi sahi hoga ...and feels helpless that her apologies also was not working for Patralekha to be back in Chavan Niwas.
Ashwini sense that she is tensed and asks
Kis baat ki pareshani aur anjam bada ...and cares her cheek .Sai: hai kuch ....aai please baapse prathana Karo ki sab kuch sahi hojai aai .
Mujhe nahi acha lagta ki log aise zor zor muh pulake baite .
Aai mein Virat sir keliye khana leke jaati hu .... And starts keeps the plate and food .Ashwini was worried a bit and asks her ...
Tumne bhi toh nahi khaaya na Sai ...
Ek kaam karo ..tum dono keliye plate aur khana rakhlo aur kamre mein kha lena ..And Ashwini also helps her ..
Sai then takes the things and goes to the room .Other side .
Bhavani and Ninad conversation.
Ninad: wahini aap itna kyu pareshan ho rahi hai ...hum kuch kuch karenge .
Aap pehle apne aap ko shant kijiye .Bhavani: mast ha mast , yahan Mera khoon kholraha ...tumari bahu ki wajah se ...aur tum ko mujhe shant ho ne keliye bolrahe ....agar itnahi fikar hai ...jaake apni bahu se kaho ki patralekha se maafi mangke ghat wapas laye ..
Mujhe laga ki kam se kam Virat toh usse ladki ko sabak sikhayega ... Lekin nahi
Aise kuch nahi huva ...Ninad : chodiye na wahini
Bhavani : nahi ninad , Sai ki wajah se chavan khandan ke badi Bahu , meri pyari bahu ... patralekha is ghar ko chodke gayi hai ..mein Sai ko chodungi nahi ..
Ninad: wahini ek bolu ...yeh baat ap bhi jante hai ki is ghar ke yani chavan khandan ke agli pidi ke 3 bache hai Devi, Virat aur Mohit . Haa ye baat sach hai ki jab Mansi Tai jijaji ke guzar Jane ke baad woh idar hi rehgayi aur apne sasural wapas nahi jana chahti thi kyu ki wahan unki koi izzat nahi karta tha ..aur humne bhi unhe sahara Diya aur samrat ko bhi utna hi pyaar se paala ...yahan tak ki mein Virat jitna hi samrat ko manta hu ...
Lekin shyad ye ek baat aap bol gayi wahini ...Bhavani looks confused and asks what
Ninad: jab bachan pe samrat ko school ke admission keliye Maine samrat ko chavan khandan ka naam diya ..tab aapi ne mujhe roka aur bola ki adirajh jijaji ka hi naam rakhne ko ...aur shaadi ke card mein bhi samrat ki naam mein Salukhe rakha ...chavan nahi ... Aur Mansi Tai ke sasural walo ko bhi apne yahi kaha ye apki Bahu hai .
Toh aap ab ye kyu ke rahe hai ki patralekha is ghar ki badi Bahu hai ?Kya isliye aap ye bol rahe hai ki .. patralekha apki chuni Hui Bahu hai ?
Bhavani was in deep thinking.
Bhavani: cheezen chahiye jaise bhi ho ninad ...lekin patralekha ke ghar chodke Jane ki baat toh Ghar mein chingari toh uti hai ...aur aaj nahi toh kal ye baat sare mauhale walon ko pata chalegi ..aur is ghar ke izzat milti me mil jayegi ...
Mujhe is baat ki fikar hai .
Aur ....and pauses for a minute
Ninad: aur kya wahini ?
Bhavani : samrat ke pension aur uske paise is ghar mein nahi aayegi ...is pe Mansi ka bhi haq hai
Ninad: haa ye baat toh apne sahi kaha ...sare paise patni ko hi milti hai .
Bhavani: hmmm ...aur patralekha Ashwini toh nahi hai ..ki jaise hi paise aaye aur mere haath mein thama Diya ...
Ninad was amused when she said
Ninad: Ashwini mere bheje hue paise apko deti thi ?
Bhavani: haa ...Ashwini jab bhi tumare bheje hue paise aate hi ...mujhe dete thi .
Ninad was thinking about Ashwini.
Bhavani continues : kal mein jahugi .. patralekha ko wapas lane ..
Ninad: thik hai wahini ...maine bhi apke saath chalta hu.
Bhavani : thik hai ninad ... Chahiye jo hojaiye ..mein Mansi ko akele nahi tapad ne dungi .
Ninad: ji wahini ...kal shubha chalte hai ..and tries to leave ... And sees bhavani was still in thinking and asks her
Ab kya soch rahi hai wahini ?Bhavani: Shaq ho raha ninad ?
Ninad: kispe aur kis baat pe wahini ?
Bhavani: meri pasand pe....kahi Maine patralekha ko samrat ki patni ke roop mein kisi galat ladki ko nahi chunliya ?
Ninad: wahini ..ap kuch zyada hi soch rahi hai ...
Bhavani: nahi ninad ..jab kuch cheezon ko dekh thi toh ..wahi lagta hai ...
Tume yaad hai ..jab samrat ke mission pe gayab hone ki kabar aayi toh ...hum sab ko sahara Dene ki bajae ...woh apne mayake Jana ke kadam utaiye ..Ninad: nahi wahini ..haa patralekha ne tab aise uthaya hoga ..par
Bhavani: par kya ninada ...aur ab ...
Zara se baat pe Virat se uska saath nahi diya...toh firse Ghar chodke chaligayi ..Ninad: wahini ap Sai ki baat pe yakeen kare rahe ho ?
Bhavani: haa ..kyuki ..itna toh mujhe samaj aagaya ki ..Sai kabhi joot ya bewajah ilzaam nahi lagati ...
Haa uske bolne ke tarike galat aur khadwe hai ..par uski ankhone pe kabhi uske neeyat mein khot nahi Nazar aayi .__________________________________________
End of Part 87.
This week I'll publish another part.Teaser for next part :
Virat is very angry on Sai .
And Sai is pleasing her hubby to let go of his anger
YOU ARE READING
Sairat - My version
Fanfictionmy own version of Ghkkpm . As I m bored of current track. please support as it's my first ever scribbling.