Part 21

464 46 9
                                    

Days passed oneday bakthu came running towards Murtasim
Bakthu :khaan muktar ne apke kilaf panchayath raka hai
Murtasim:vajah
Bakthu:ji...vo unka kehna yeh hai ki apne unki beti ko doka diya....
Everyone gets shocked
Ma begam:Kya bakwaas hai yeh
Bakthu:ji khanum yahi sach hai panchayath mei ab yeh bath fale chuka hai
Murtasim:mei unki beti ko jantha tak nahi
Anawar:kon hai mukatar ka beti
Bakthu:patha nahi unki beti ko ab tak kisi ne nahi deka unhone apni beti ko gaav se dur raka hai ab tak
Meerab who was listening all this hold Murtasim's hand
Murtasim look at her
Meerab :I trust you...she blink her eyes to assure him
Anwar:chalo murtasim we should go to panchayath I know you can't do anything like this mukatar definitely have a plan against us
Murtasim nodded
Ma begam:murtasim mukatar ko apne aukath dikakar hi vapas ana
They left from there

At panchayath
Anwar:mukatar apne aj had paar kiya murtasim ke kilaf ithni khinona bath kehkar
Mukatar:meine koyi joot nahi bola kal hi meri beti ne mujse iski sachayi bataya isne meri beti ko pyaar ki jaal mei fasakar uski fayda utaya
Murtasim :buss ap kuch bhi nahi bol sakthi mei apki beti ko jantha tak nahi
Zubair:tum nahi jantha meri behen ko he take his phone show everyone murtasim with a girl
Murtasim get shocked maya...
Zubair:lo tume uski naam patha hai ..
Murtasim:maya tumari behen hai
Mukatar:meri beti maya Jise mei yaham se dur us mei pala tumne apni badalekeliye vaham bhi pahucha or meri beti ko apni pyaar mei pasaaya
Murtasim and Anwar was in shock
Anwar :apko koyi galathfami huyi murtasim ko yeh bhilcul nahi patha tha maya apkibeti hai
Mukatar:iska mathalab aplog manthi hu khaan meri beti ko janthihu
Anwar:murtasim kisi maya naam ko ladki ko pyaar karthi hu yeh hum janthihai vo apki beti hai hame nahi patha tha or ab tho unki beech koyi rishta bhi nahi Murtasim meri beti ka shouhar hai
Muktar:mere beti ki zindagi barbad kiya hai apki beti or damad ne
Anwar :aisa bilcul nahi hai
Zubair:pehle apki betine apne shouhar ko doka diya
Murtasim cut him between buss..meerab ke kilaf ek shabd nahi smaji...
Zubair:dekho uski bare bolatho kaise cillarahi hai agar ithna hi pyaartha tho meri behen se pyaar ka natak kyun kiya
Muktar:khan ko apni galthi ka saza milna chahiye
Najubudeen:ap kya chahthi hai mukatar
Mukatar:nikah karna hoga mere betise
Everyone get shocked
Meerab who came there also listen this
Anwar angrily spoke murtasim shouhar hai meri betiki kisi or ki shouhar ke saath aap apni beti ka nikah karvana chahthi hai yeh ho nahi skatha
Mukatar also get angry:yeh meri beti ka zindagika sawal hai
Meerab head started to spin  in a slow voice she called murtasimm
Murtasim grace shift on meerab he saw her teary eyes before she faint he hold her in his arms
Murtasim:meerab ange kholo bakthu pani do
The pachayath become silent
Anwar give water Murtasim sprinkle it on her face she open her eyes and look at him he make her stand hold her by his one hand
Muktar:yeh sab natak kar kar tüm bach nahi skatha tume meri beti se nikah karna hoga
Murtasim:buss yeh meri biwi hai mera nikah hochuka hai meine apki beti ko koyi doka nahi diya halathon ki wajah se ham dono ko alag hona pada meine shadi ke bad kabhi peeche mudkar nahi dekha par apki beti meri peeche arahi thi meri biwi se bathameezi kar rahi thi usne tho had hi paar kiyatha muje jaanse Marne ki koshish ki thi everyone except meerab get shocked
Zubair:ab tum meribehen par izlam laga rahi hu murtasim
Murtasim:mei izlam nahi sach kaha ap log mane ya na mane yahi sach hai
Muktar:tum meri beti ko aise nahi chodsakthi
Murtasim:najudeen saab ap inhe kahiye bewajah humsab ka wakth barbad math kare or yeh pachayath jaldi kathamkare
He try to leave from their with meerab
Mukatr grab his revolver kabardaar jo meri beti ko chodne me bare mei socha tho he pointed his gun towards meerab Murtasim quickly hold her 
Mukatr:agar iski wahaj se tum meri beti ko tukararahi hotho kathamkarugi mei ise hameesha keliye
Murtasim:don't ever think about this agar meerab ko kuch bhi hua tho aag lagaugi sabko sabkuch katham karugi mei
Najubudeen understood the situation getting heated
He spoke:khaan ab yeh bath pachayath mei achuki hai hum sab milkar is ka hal nikathihai
Murtasim:konsa hal meri zindagi ka faizala lene vala aplog hai kon
Najubudeen:khaan ap pachayath ke kilaf nahi jasaktha agar aisa apne kiya tho panchayath ko bhi apke kilaf faizala sunan hoga
Murtasim:agar ap logo mei ithni himmath hai tho khaan Murtasim ke kilaf faizala sunauo ab muje is fizool kam keliye time nahi hai
Zubair:tum yaham se nahi jasathi agar tumne meri behen se nikah nahi kiya tho jail Jana hoga tume jaise tumne rape attempt mei tumara biwi ka pehle shouhar ko jail beja vaise mei tume bejugi
Murtasim:tumlog kuch bhi karo mei nikah nahi karugi chahe zindagi bar jail mei kyun na Rehna pade
He try to leave
Mukatar spoke :khaan akiri bar apko moka derahi hai iske bada jo bi hoga uska zimmidar sirf ap hogi
Murtasim :mera sirf ek hi faizala hai he left from there holding meerab's shoulder

I know it's boring chapter please bear it 😌

Terebin 2Where stories live. Discover now