Time skip
(At home)Sakshi aur Aryan abhi aaye nhi and madhav aa gya tha but aate hi dress change kare Bina soo gya couch pey
.
.
Sakshi late aaye gyi because of some meeting
Toh Aryan and karan ghar aa gye (Karan wants to spend time with Aryan and sakshi made him go with Aryan to save madhav from Aryan angry).
.
.
Karan:ghar pey itna Santi kyu hn ajj yrrAryan: pata nhi shyad sir ji bacche ney key liya chup chap padhney Beth gye ho gye jise daant na padhe
Karan : yrr wasa padhai mien accha hn woh tu bhi janta hn but ushe theory bilkul pasand nhi mujhe bhi konsi pasand thi kisi ko nhi aati accountancy mien theory pasand
Aryan: but tab bhi agar nhi aati toh mere pass aata mien samjh deyta mien padhai mien madat kar deyta
Karan: Tu kuch mat kehna bichara wasa hi bohut roo raha tha bohut mehnat se chup karya hn
Aryan : dekhta hoon
Karan : tu kuch nhi kahe gya samjha
(Aryan and karan share a very good bond and karan is a few months older than Aryan so Aryan always treats him as his elder brother because Karan always treats him the same way as Aryan treats madhav that's why Aryan always listens to Karan )
Aryan : yrr kya hn tu bhi janta hn uskey galti hn and agar mien nhi kahou gya toh tu ushe kahe gya I don't care agar tu mujhe ushe chote bhai Manta hn toh you have to usey acche key liya
Karan : matlab tujhe mana kiya toh tu mujhse kare gya yeh papa uff
Aryan : accha jab college time pey mujhe Marta tha 2-3 marks key liya tab woh paap nhi tha
Karan : I think I will try to
Aryan : try nhi you will or I will samjha
(Then they entered the living room )
Jaise hi living room mien enter hue dekha madhav ji couch pey mast ho key soo rahe hn and dress bhi change nhi ki shoes bhi nhi utre and bag bhi wahi padha hnAryan : lou dekhou nabab sabh ko abhi tak soo rahe hn kapde bhi change karne key himmat nhi ki
Karan : thak gya ho gya bichara padh key
Aryan : hn hn yeh hi thak gye bas hum toh machine hn
Karan : chup reh mien uthata hoon
Aryan : okay dekhou hoon mien bhi
Karan : madhav beta uth Jaa bacche (said while tapping madhav's face )
Madhav starts to wake up
Madhav : bhaiya 5 min aur
Karan : beta uth Jaa dress change kar ley phir baad mien soo Jana khana kha key
Madhav : bhai aap bhaiya kaha hn
YOU ARE READING
sakshi: witness
General Fictionsakshi mean witness (Story about two brothers they love each other too much )