2) An unexpected turn of events

173 22 10
                                    

2 days before the marriage

Virat came to meet Rajesh to congratulate him . Rajesh was talking with his friend as soon as they saw Virat they became silent .

Rajesh : Aree Virat sir aap yaha ?

Virat : Tumhe congratulate karne aaya tha , congratulations tumhari shaadi ho rahi hai Bappa tum dono ko hamesha khush rakhe .

Virat gave him a bouquet of flowers .

Rajesh : Thank you so much sir par aapne yaha aane takleef kyu ki ?

Virat : Aree iss mein takleef ki kya baat hai .

Rajesh : Aap kuch lenge chai coffee kuch ?

Virat : Nahi nahi ab main chalta hoon .

Rajesh : Kam se kam chai toh pe ke jayaiye .

Virat : Kabhi aur .

Virat leaves .

Virat's Quarter ...

Virat (on phone) : Kadam ek emergency hai mujhe se ek file mail kar do .

Kadam : Konsi file sir ?

Virat : Jis case par tum 6 mahine phele kaam kar rahe the jo abhi tak close nahi hua . Aur mujhe uss case mein shamil sabhi logon ki details jaise ki phone number , address sab kuch chahiye mujhe uss case ke baare mein .

Kadam : Par kyu sir , uss case par toh main kam kar raha hoon .

Virat : Mujhe koi lead mili hai .

Kadam : Konsi lead sir ?

Virat : Tum bas mujhe saari details mail kar do waise bhi DIG sir ne yeh case mujhe hand over kiya hai .

Kadam : Theek hai sir . Jai Hind .

Virat : Jai Hind .

He cuts the call and calls Kaale

Virat (on phone) : Kaale kaka mujhe ek case ke silsile se bahar jaana hoga .

Kaale : Sir par Sai ki shaadi ?

Virat : Main aaj raat tak aa jaunga .

Kaale : Koi mission hai kya ?

Virat : Nahi mission toh nahi hai .

Kaale : Par aapko jana kaha hai ?

Virat : Nahi bata sakta confidential hai .

Kaale : Theek hai sir . Aap jaroor kamyab hoge .

Virat : Shukriya . Jai Hind .

Kaale : Jai Hind .

Virat cuts the call and leaves .

Day of the marriage...

(Guys I don't know much about Maharashtrian weddings , I did do some research so please cooperate)

Sai was all dressed up in her room , waiting for the barat ( Seemant pooja ) holding her Aaba's photo and crying . Virat came in and closed the door and told...

Virat ( in a hurry ) : Sai tumhe yaha se bhaagna hoga . Yeh shaadi kisi bhi keemat par nahi ho sakti .

Sai : Kya ? (while wiping her tears)

Virat : Rajesh accha ladka nahi hai Sai uaka ek baar divorce ho chuka hai aur abhi bhi uss pe domestic violence ka case chal raha hai .

Sai : Kya ?

Ghum hai kisikey pyaar meinWhere stories live. Discover now