Sai : Toh woh kab aaegi ?
Virat : Pata nahi .
Sai : 🤨
Virat : Maine uss se kaha ki hum discuss karke bata denge .
Sai : 😁
Virat smiles looking at her .
Sai : Virat sir toh hum usse kab bulaenge ?
Virat : Uss ne kaha ki woh kal free hai . Toh main soch raha tha ki hum usse kal lunch pe bulate hai 1 baje ke aas-pas kyuki uska gaon door hai toh usse pahuchne mein laghbagh 3 ghante lagenge aane mein .
Sai : Ha , yeh sahi rahega .
Virat : Fir woh aapne hisab se jaa sakti hai .
Sai : Theek hai hum usse lunch pe bula lete hai .
Virat : Sai fir kal lunch ka kya karenge ?
Sai : Main banaungi .
Virat : Tum ?
Sai : Haan main .
Virat : 🤨
Sai : Aise kya dekh rahe hain ? Mujhe khana banana aata hai .
Virat : 😨
Sai : Kam se kam mera khana khane layak toh hota hai , aap toh ek dish banane ke liye pura ghar jala dete ho .
Virat : 😏
Sai :😒 😤 , bade aaye .
Sai leaves while Virat texts Nandini the details and Nandini also said ok .
11:30 pm...
Sai was not sleepy , she was lost in her thoughts and was smiling as she remembered their (Sairat's) nok-jhoks while Virat too was smiling remembering their nok-jhoks .
Sai (to herself) : Paani hai kya yaha ?
Sai looked around but there was no water . Sai went out to get water then she saw that Virat was also writing his diary .
They both looked at each other like :
Sai : 😬
Virat : 😬
Virat : Tumhe kuch chahiye tha ?
Sai : Paani .
Virat : Laata hoon .
Virat got water for her .
Sai : Aap soye nahi abhi tak .
Virat : Neend nahi aa rahi hai .
Virat : Tumhe ?
Sai : Same...
Virat : Oh . Tumhe neend nahi aa rahi ?
Sai : Haan .
Virat : Aaegi bhi kaise tum din mein itni gheri neend mein so rahi thi .
Sai :😏 , Aap please uss baare mein baad karna band karenge .
Virat : Nahi .
Sai : Khair kal lunch mein kya banau ?
Virat : Jo tumhe banana aata ho .
Sai : main soch rahi thi ki Dal , bhindi , roti , salad aur chawal banalu .
Virat : Theek hai .
Sai : Par meethe mein ?
Virat : Main police station se aate hue koi mithai le aaunga .
Sai : Theek hai .
Virat : Tum yeh sab akele bana logi ?
Sai : Banana hi padega aapki help thodi le sakti hoon .
Virat : Kyu ?
Sai : Aap pura quarter jala doge .
Virat : 😑🥲
Sai : 🤣🤣🤣
Virat : Sai woh kal ki baat hai .
Sai : Toh ?
Virat : Raat gayi baat gayi .
Sai : Jab aapki baat hoti hai toh raat gayi baat gayi aur meri baat kabhi nahi jaegi na , IPS officer hone ke bavjud bhi aap partiality .
Virat : Oh hello , main partial nahi hoon . Woh kal ki baat thi tumne toh aaj feke the takiye mujhpe .
Sai : Toh abhi raat hai toh baat gayi na .
Virat : Abhi gayi nahi hai jaa rahi hai .
Sai : 😐🫠🫡
Virat starts laughing and Sai also starts laughing with him .
Sai : Aapko neend nahi aa rahi hai toh aap ab kya karenge ?
Virat : Pata nahi .
Sai : Maine aapke pen stand mein se yeh pen liya...I hope you don't mind .
Virat : Aree...nahi nahi...tum isse apna hi ghar samjho .
Sai smiles.
Virat : Waise tumne kya likha ?
Sai shows it to him.
Virat saw her handwriting . ( He didn't read what she wrote he just saw her writing )
Virat : Sai tumhari handwriting acchi hai .
Sai : Thanks...
Virat : Mujhe toh laga tha ki tumhari writing doctor ki prescription ki tarah hogi kisiko samajh nahi aaye .
Sai : 🫥
Virat : I'm sorry .
Sai : It's ok . Ab main sone ja rahi hoon , Good night .
Virat : Good night .
................................................................................................Guys if you liked my story then please vote, comment & follow. Please ignore the grammatical errors. Thank you so much.
P.S : Guys this part is too small I know but I wanted to dedicate a whole part to Sairat amidst this mess they are in but the next part will be longer don't worry.
YOU ARE READING
Ghum hai kisikey pyaar mein
FanfictionThis is my version of the story of ghum hai kisikey pyaar mein. Hope you guys like it.