Tough decision

1K 15 6
                                    

manvi's pov)

its

now more den 8 months dat nimmi is being married to rahul ji nd shifted

to delhi, being a daugther of a billionaire her lifetime she had now

accquired a new title of being da wife of a billionaire.. strange da

life of we girls r our identity changes from time to time... kissi ki

beti, fir kissi ki patni, fir kissi ki ma , fir dadi... apni pehchan

jaise kho hi jati hai, par kya humara koi bajoot nai hota, koi ichaye

nai hoti, ma ne to yehi kaha tha ki nai hoti par nimmi uske sapno ko to

kadar mili or aj mere sapno ko v mil rai hai.. meri zindagi ko badalne

mei bas ek din laga aur ek chota sa change.. main chaudhury se vadera

bani aur meri zindagi ko mano pankh mil gaye, khusiyo ne mere zindagi

mei dastak di, ab tak jis khutan mei main jee rai thi usse mukti mil

gayi, avinash bhaiya k bartap se peecha chuta mera, beeji k khokle

niyomo se jan bacchi, o jina v kya jina tha jaha kissi k armano ka koi

value nai tha par kuch hai jo mujhse chut gaya aur mujhe uska gam v

hai.. ma ka pyar, papa ka dular aur dabbu uska di bulana har mushkil mei

mera sath dena.. par babul ka ghar to chutna hi tha jaise payal di ka

chuta, bhabi ka chuta.. par nimmi uski duniya pario se kam nai.. par

mujhe jo mil raha hai kya mai uski hakdar hoon?? kya virat ji k layak

hoon??



pyar to mere ghar mai v bohot tha, brkfst, lunch

dinner hum sab sath mei karte, her tyohar sath mei manate, bohot pyyar

tha woha, sab kehte the aj k din v aise paribar milta hai kya?? par wo

pyar hi kya dusro ko dabba k rakhe, jo koi aazadi na de?? iss ghar mei

mujhe nai zindagi mili, dadaji dadi ka lad, mom dad ka pyar, viren

bhaiya ke rup mei ek bada bhai mila, jeevika bhabi to jethani kam badi

behen zyada ban gayi, diya ne to mujhe ek ma hone ka ehsas dilaya, uske

pyari si awaaz mei zab wo mujhe choti ma bulati hai mano ek sukun mil

jata hai aur virat... usne to is forced marriage ko v ek anokha ehsas

dilaya par.....

par ... aj jo hua, kya sab kuch aisa hi rehega ya

fir badal jayegi meri zindagi... viren bhaiya k sath jo hua uski zimadar

to mai hi hu,, ha mai hi hu.. mujhe apne parivar ka sath dena hi hoga

chahe kuch v ho jae.. yehi to hai mera parivar, oo parivar jisne mera

haat tab thamma jab mere sath apno ne chora..




m-- raju.. gari roko....

raju(driver)-- madam yeha??

m- tumse rokne ko kaha to roko...



da car stops nd manvi walks out of da car with tearful red eyes in a exhaustic manner nd walks inside a building..

m--inspector sir, mujhe F.I.R likhwani hai..

i-- ji.. take a sit.. batayi..

m--

ji main Mrs. Manvi Virat Vadera, aj Jab Viren bhaiya k sath wo hadsa

hua to main sight par hi thi maine hi unhe hospital pohchaya thaa, aur

maine hamlawar ko dkha hai...

i--dats great mrs. vadera humari bohot madat hongi, par aaapke family ne to report likhwane se mana kardia tha to fir ab??

m-- wo log bohot ache insan hai, aur mai unke achai ka faida nai utha sakti..

i-- ji main samjha nai??

m--sorry.. wo aap report likhiye..

i-- hemant, file lana... ji boliye..

m--(she narrates da whole story)

i--to aapko hamlabar ka nam pata hai??

m--ji.. unka nam hai Avinash Chaudhury..

i--ji chaudhury nd sons k m.d. mr. chaudhury??

m-- ji..

i--thnk u mrs. vadera.

m--ok. main ja sakti hu??

i-- ya.. sure.



manvi leaves da police station nd walks ovr da car..

m-- raju.. andheri chalo.

r--andheri??

m-- ha chalo..

Sang hoon tere..Where stories live. Discover now