Anupama was doing prayer!!
Anupama:- Hey kanha ji.. anuj ki yaadon wapas laane main meri madat kijiyee.. kuch kijiye jissa unhe yaad aaya ki wo kon hai kya hai!!
Devika:- Anuuuu
Devika came calling her name
Devika- khana tayaar hone wala hai or khane ke baad ham karega dance
Anupama:- yaha itni pareshan hoon main aur tujhe dance ki padi hai!!
Devika:- arey anuj ki yaadon wo wapas laana haina toh dance karna padega
Anupama:- matlab??
Devika- yaad nahi hai College main tera dance ko dekh kar hi toh Anuj ko Mohobbat ho gayi thi tujhse
Anupama blushed
Devika:- Ayee hyeee ye sharmanaaa... anuj ki anu laali
Anupama chuckled!!
Scene Change
Anuj and Keshav where in Car they where going to temple
Keshav:- kya hua thakursa aaj achanak subha subha mandir jaane ki iccha?
Anuj:- pata nahi bass man kiya!
Keshav nod!!
Keshav:- thakursa gaana laga doon
Anuj:- hmm
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Anuj sit straight on his seat while listening the song, like this song define his past life..
Hume tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Anuj felt a pain in his head!! A blurry memories came inside his mind

Hatheli pe tumhara naam
Likhte hai mitate hai
Hatheli pe tumhara naam
Likhte hai mitate hai
Tumhi se pyaar karte hai
Tumhi se hi kyon chupate hai
Tumhi se hi kyon chupate hai
Juban pe baat hain lekin
Sunana hi nahin aata
Hume tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Anuj:- Stoppp it!!!
Keshav get shocked with his shout and he stopped the car
Anuj:- Justtt stop it!!! Stop the music...
