Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
After listening the story of Anuj's childhood and his father love, samar get emotional..
Anuj look at samar whose eyes filled with tears, anuj put his hand on his shoulder made his graze falls on himself, anuj gently hug him, samar felt the warm in his embrace and without wasting a time he hug anuj back! And smuggled into him more
Shah House
Vanraj:- kyaa
Pakhi looks down with tears
Toshu:- i can't believe it ki samar aisa keh sakta hai, aaj Raksha bandhan ke din wo yaha nahi aaya waha kapadia mansion gaya aur pakhu se rakhi bhi nahi bandhwai
Leela:- pehli baar aisa hua hai ki iss ghar ki beti apna bhai ko rakhi nahi bandh paayi
End this shah's drama
Back to Kapadia's
Samar and Anuj get down and saw Anupama who was talking with Sourabh, they both where smiling and talking
While barkha get annoyed..
Anuj:- kya chal raha hai
Saurabh:- teri shikayaat kar raha tha
Anuj:- haan tu yahi karega iska siwa tu aur kya hi kar sakta hai
Saurabh:- intezaar
Anuj:- intezaar?
Saurabh:- haan ki kab mera anuj ki kutai, pitai aur dhulai anupama ke haathon ho
Anuj and anupama look at eachother, anupama giggle while anuj shake his head
Anuj:- ye nahi sudhrega..
Saurabh smiled!!
Anuj: samar
Samar look at Anuj!
Anuj: aao mera saath..
Samar:- ji buddy!
Anuj and Samar comes to terrace
Samar:- buddy ham yaha kyun aaye hain?
Anuj: ham yaha beds lagayega aur yahi party karega.. bada maza aayega
Samar:- woww great idea! Bachpan main mujhe bhi chhat par sona bada accha lagta tha, winter main
Anuj:- i love star gazing.. bachpan main jab lights chali jaati thi toh ham aisa hi chhat pe aaya karte the aur maze karta the
Samar:- jesa??
Anuj:- mera papa ko, mukku ko aur Sourabh ko bhooton se dar lagta tha, and main bhoot bankar darata tha sabko.. ek baar toh vedu ko darane nikla tha wo itni dar gayi ki pass rakhe jhaadu se maar diya usne mujhe