Song 15 - Main Hoon Hero Tera

579 27 8
                                    

Hi Armaanians ! This is an exclusive song from the movie "Hero" featuring Sooraj Pancholi & Athiya Shetty .This song is composed by Amaal Malik.

Main Hoon Hero Tera Lyrics.......

Ankhon ke panno pe
Maine likha tha sau dafa
Lafzon mein Jo Ishq tha
Hua na hothon se bayaan
Khud se naraaz hun
Kyu beawaaz hun
Meri khamoshiyan hai sazaa
Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pata
Kis haq se kahu bata

Ki Main Hun Hero Tera
Ki Main Hun Hero Tera
Ki Main Hun Hero Tera
Ki Main Hun Hero Tera

Rahon mein bhi harkadam mai tere saath chala
Haathon mein the yeh haath magar phir bhi raha fasla
Seene mein hai Chupe
Ehsaas pyaar ke bin kahe tu sun le Zara
Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pata
Kis hak se kahu bata

Ki Main hoon hero tera
Ki main hoon hero tera
Ki Main Hoon Hero Tera
Ki Main Hoon Hero Tera

Teri Wajah se hai mili jeene ki sab khwaahishein
Paalun Tere dil ka pata hai yeh meri koshishein
Mai bas tera banu
Bin tere na rahun
Maine toh maangi hair yeh duaa
Dil hai sochta
Phir bhi nahi pata
Kis haq se kahu bata

Ki Main Hoon Hero Tera
Ki Main Hoon Hero Tera[×2]

#UNLOCKED FACT15- Armaan's Top Five Favorite Hindi Songs are Zindagi ke safar mein,O re piya,Jeena Jeena,Gulabi Aankein & Kabira !

I hope u all loved this a song !

Stay tuned for lyrics of next song & keep loving music & keep loving our superstar Armaan ✌

ARMAAN'S KARAOKEWhere stories live. Discover now