Part 2: Abla Naari Manik Par Bhaari

17.3K 970 48
                                    

Manik - i can't bear you anymore Right know uthro, dekho yeh bazar ha kisi aur se lift lelo muje baksh do

Nandini- ok

*Nandini steps out of car n starts crying loudly.*

Nandini- aaahaha aahaha *faking tears* dekhi dekho yeh aadmi muje chod kar jaa raha hai.

*All people gathered and manik frowned while sitting in the car*

Manik- kya ha yeh ladki *he murmured and came out of the car*

Nandini- plzz dekho behan ji yeh muje chod kar jaa rahe ha *she said stopping a passing women*

Manik- apni nautanki band karo. Mein toh isse jaanta bhi nhi hu

Nandini-  *cries more loudly* Ab toh yeh bolenge inhone mujse shaadi bhi nhi ki

Manik- wht???? Of course nhi ki

Nandini- dekh aap logo ne dekha shaadi ko ek saal bhi nhi hua aur apni biwi ko bhool gaya

Manik- shut up drama band karo sab dekh rahe hai *he grapped her elbow*

Nandini- dekha aapne dekhiye logo dekhiye koi apni biwi ke sath aisa karta hai. *she turns towards Manik* Suniye aao mujse naraz mat hoiye *winks him secretly*

Manik- shut up apna drama band karo

Nandini- dekha us karam jali ne kya kiya mere pati ke sath

A lady from croud:- kon karam jali beta

Nandini- *crying loudly*  behan ek ladki hai chote chote kapde pehan ke mere pati ko apne pyar ke jaal mein phasa diya

Manik- yeh kya bol rahi ho

A lady from croud:- dekho beta isee le jau warna hum police ko bulaenge

Nandini- *in manik's ear* dekho soch lo

Manik- acha thik ha chalo meri maa

*Both sat in car and Manik started driving*

Manik- tumhe ladki kisne banaya

Nandini- ganpati bappa

Manik- what????

Nandini- gaadi roko gaadi roko

Manik- kya tumhara natak band karo

Nandini- are roko

*He stops the car and she runs out to a near by murthy of ganpati bappa*

Nandini- bappa aap na hamesha mere sath rehte ho.

Manik- *comes out of the car and walk towards her* bappa kis musibat mein muje phasa diya,

Nandini- mein musibat you are a musibat. Huh gaadi mein baitho

Manik- gaadi meri, lift mein de raha hu, izzat par meri aagayi thi, aur yeh madam muje order kar rahi ha *he murmured*

*Both were in car and he started driving*

Nandini- acha tum kaha jaa rahe ho

Manik- good bacha lo. Punjab jaa raha hu

Nandini- muje bhi wahi jaana ha. Mera bhai punjab se mujse le jaega

Manik- ahhhh nooo mein tumhe punjab tak nhi jhelne wala.

A/N: fun is just started I know my writing style sucks but I like a humor book to be this way.. it's easy to read.

Jab We Met (Completed) [Unedited]Where stories live. Discover now