Zakham apno k ravaiyye ka
Dard apno se judaayi ka
Zakham judaayi k badh jaane ka
Dard kisi ko kabhi na dekh paane ka
Zakham sirf tasveer k aage Rone ka
Dard bitaye gaye pyaare lamhon ka
Zakham wo lamhon k yaad aane ka
Dard aakhri deedar ka
Zakham wo aakhri intezaar ka
VOUS LISEZ
Shayari Dill Ki Baat
SpiritualitéThis is a book of shayari No copyright its original and Written by Me
