Qaala Rasool Allah PBUH (10/40)

9.8K 49 9
                                    

Farmaye Rasool E Khuda Sallallahu Alaihi Wa Salam..

1.Naumoos subhati yam naoos rizqa.
→Subah ke waqt sona rizk ko rokta hain.

2.Assalamu kablul kalaam.
→Baat karne se pehle Salam kiya karo.

3.Attahooru shatrul imaan.
→Paaki adha Imaan hai

4.Alwazu niftahus'salat.
→Wazu namaz ki kunji hain.

5.Assalatu imatud'deen.
→Namaz deen ka sukoon hain.

6. Ad dua'oo mukhlul ibadati.
→Duaa ibadat ka magz hain.

7. Afzalul ibadati kiraatul Qur'an.
→Qur'an ki tilawat behtareen ibadat hain.

8.Akrimal kubza.
→Roti ki izzat kiya karo.

9.Al aklu fis' sooki danaa tun.
→Bazaar mein khana halke pan ki nishani.

10.Ishrabul ma'aa ayunakum.
→Pani dekh kar piya karo.

Chehl-e-HadeesWhere stories live. Discover now