Part Twenty Five

198 12 4
                                    

Next Day morning:
All the mens were busy making breakfast and ladies were busy gossiping.
I: aaj to mazaa aajayega humare partners humare liye humari pasand ka breakfast bana rahe hai. Annie tera yeh idea superb hai ki har husband apni wife ke liye uska fav naashta baneyga
Al: par me to bhuki reh jaungi aaj. Yaha to sab couples hai sirf me hi single hu mere liye breakfast kaun baneyga
A: corection Alisha sirf tu nahi mera bhai yuvi bhi single hai,
Al: to yuvi tum mere liye breakfast banaoge
Yuvi was listening to music with his earphones on.
A: yuvi Alisha ne tujse kuch kaha tune suna kya????? (tapping on his shoulder)
Y: (taking out his earphone) sorry... Mene nahi suna kya kaha tumne Alisha
Before Alisha could repl
S: kuch nahi... Alisha tumhare liye breakfast me banaungi. Hume kisi aur ka ehsaan lene ki koi jarurat nahi
A; bhabhi isme ehsaan kaisa yuvi mera bhai hai
S: exactly annie ye tumhara bhai hai lekin Alisha ka kuch nahi... so use Alisha ke liye kuch karne ki jarurat nahi. Me Alisha ki bhabhi hu I ll make her breakfast.
" Chalo Alisha muje batao tumhe kya pasand hai" saying this suvreen took Alisha along with her in the kitchen and annie got upset with suvi's behavior
Yuvi came near annie
Y:its ok sis wo theek hi to keh rahi hai... I even don't know her and uske liye breakfast banana not done. And tuje pata hai me ladkiyo ke saamne thoda resrve ho jaata hu fir tu kyu?????
Every one was enjoying a lavish breakfast which all the husband's had made for their partners. Alisha was also enjoying her pasta which suvi made for her. Only yuvraj was left alone.
MS; yuvi tu waha kya kar raha hai yaha aa hum sab ke saath nashta kar
Y: nahi mumma muje bhook nahi hai aap sab khao
I: haaa bhuk kaise hogi... Sabne apna apna soch liya iske baare me to kisi ne socha hi nahi.
Y: aisa kuch nahi hai dii... muje sach me bhuk nahi hai.
Mg: me kya jee mrs singh ab aap bhi apne liye bahu le aayie
Ms: mera bas chale me to abhi le aau. Par yehi hi shaadi se inkaar kar raha hai. kehta hai ise ab tak uski pasand ki koi mili nahi
A: (in mind ) lekin ab mil jaayegi bcoz mene apne liye bhabhi dhund li hai
S: (in mind) iski pasand... Iske liye to sab ladkiya ek time pass ka jariya hai... yeh insaan kabhi kisi ke saath commit kya hoga
Al: yuvi tum chaho to mere saath mera pasta share kar sakte ho. Suvreen bhabhi ne bahut tasty pasta banaya hai
Suvi was again angry as Alisha was again and again going toward yuvi.
Yuvi noticed this and just to trouble her more he agreed to share the pasta
A: bhai abhi abhi tune kaha tuje bhuk nahi hai aura b yeh pasta
Y: wo pasta mera fav hai na isliye.
*****
Suvreen was now more angry seeing Alisha and yuvi enjoying their pasta. She made an excuse of calling tanu and went from there without even completing her breakfast.
As she left yuvi also excused himself from there for a call and even he dint had his breakfast.
Suvreen in her room," Muje kaise ki bhi karke alsiha ko yuvi se door rakhna hoga... Uska behaviuor dekhke samaj aata hai ki wo use pasand karne lagi hai. And on that annie bhi shayad isi koshish me hai. Aur yuvraj use to bas mauka chaiye "
Suvreen was in her thought when yuvi came in her room
Y: tu bina naashta kiye chali kyu aayi
S: aapse matlab... Aap yaha kya kar rahe hai jaaiye aur apna pasta enjoy kijiye
Y: wo to me karunga hi... After all pasta khaane ke liye Alisha jaise company ho to koi bhi enjoy karega
S: yuvraj stay in your limit. Tum alsiha ke saath kuch galat nahi karoge warna...
Y: warna kya????? Tuje me itna gira hua lagta hu ki me Alisha ke saath. Shaaay.
He came toward her and held her both arms and in an angry voice he said," me yaha tujse ye kehne aaaya tha ki pasta bahut acha bana tha"
He left her as he realized he was hurting her and without saying anything further he went from there.
Suvreen was again shocked with his behavior," kya chal raha hai iske dimaag me... Kuch samaj nahi aaraha hai. Aakhir chahta kya hai ye???? Ka sach hai kya juth???? "
****
Yuvi came on the terrace to relax him self. Curling his fingers in his hairs," kyu ????? kyu uske saamne aate hi me kamjor pad jaata hu? Har din aapne aapse promise karta hu ki me usse dur rahunga and har din khud hi wo promise tod deta hu. Saaf saaf dikhayi deta hai ki wo samar ke saath kitni khush hai. wo to muje dost bhi nahi maanti aur to aur muje leke uske khyaal... Use lagta hai me Alisha ke saath????? Shaaay !!!!!
Kyu itni kadwahat bhari hai uske man me mere liye, Kyun ?????
Here suvreen was still in her room when samar came to him
Sr: ho gai tanu se baat. Kaise chal rahi hai uski padhai
S: wo theek hai.
Sr: suvreen are you ok. Muje aisa kyun lag raha hai jab se tum yaha aayi ho kuch to... I mean mene tumhare behavior me ek alag sa change observe kiya hai. Agar koi baat hai to tum mujse share kar sakti ho I am always there for you
S: (in mind) kya karu samar ko sach bata du... Lekin agar inhe sach bata diya aur yeh nahi samje to???? Nahi me samar jaise ache insaan ko nahi kho sakti. Bahut mushkil se me move on hui hu ab me fir peeche mood kar nahi dekh sakti.
Sr: kaha kho gai
S: kuch nahi. Me theek hu. Sab theek hai... wo actually weather change ki wajah se thoda sar me dard hai. Thodi der rest karungi I ll be fine.
Sr: are you sure tumhe doctor ki jarurat hai to...
S: nahi me theek hu. I am fine.
Sr: ok tum rest karo me bahar hu. Kuch bhi chaiye to bol dena
He was about to leave when
S: samar
Sr: hmmm
S: kya hum thodi der ke liye bahar jaa sakte hai. Aise hi ek walk pe
Sr: ya sure.
They left for the walk. Yuvi was still standing on the terrace when he saw samreen going out
" ise ab bhi koi farak nahi padta. Mene socha tha ise pareshaan karunga apne dard ka isse badla lunga par iske saamne aate hi me sab bhul jaata hu kamzor pad jaata hu. apni life me move karne ke liye ab bas ek hi tareeka hai isse dur rehna. Me aaj hi yaha se waapas chala jaunga... yehi theek rahega aur isi me sabki bhalai hai."
****
Hey friends thank you for liking my story n voting for it.
I am also writing another story do check out you may like it.
Humsafar
http://w.tt/1ROHiIJ

Is This Love ? ?Where stories live. Discover now