Kaate nehi kat te hai lamhe intezaar ke
Nazre jama ke baithe hai raste pe yaar ke
Dil ne kaha dekhe jo jalw-e-husn yaar ke
Umar
Laaya hai koun inhe falak se uthaar ke
YOU ARE READING
Dil ke jazbaat, Shayari ke saath...
PoetryDil ke jazbaat... shayari ke saath This is my first book, aur mein Pakistani hoon, lekin Italy mein rehta hoon, agar koi galti ho jae to maaf kijie ga... #1 in poetry!
Intezaar
Kaate nehi kat te hai lamhe intezaar ke
Nazre jama ke baithe hai raste pe yaar ke
Dil ne kaha dekhe jo jalw-e-husn yaar ke
Umar
Laaya hai koun inhe falak se uthaar ke