Zindgi . . hassi ati ha jab is lawaj ko sunti ho, kabhi dilo jaan se is lawaj se mohbatien krti thi ab pta nhi jab se isne jeene ke har ek sahare ko cheena(snatch) tabse ispe hassi ane lagi ha.
Ha bna liya tha kuch logo ko sahara apne gumho ko bhulne ka magar aj unh logo ko pukar thi ho badale main sirf mere awaj suneye deti ha..
Ase khalai ha jse kabhi koi iss zindgi main aya he nhi tha,apne kadmo(footprint) ke nishaan(mark) chode he nhi the.
Chalo fir bhi iss zindgi ko jeena pdega he rokhe ya hasske bina samhle ya samhle ke magr jeena toh pdega...
आप पढ़ रहे हैं
Pyar /nafart jajjbata
PoezjaHey peeps nice to see you.. Sorry for any line which make you cry or make you remember your love. If you like any poem or shayri please vote and share your comments I am waiting .. and every single thing is written by me please don't copy any poem i...