Sagar ka kinara manmohit karta
Nachti lehre mano geet sunati
Sajjan , buddhe aate pariwar sabhiRet ke kille bachhonke man ko hai bhaatei
Kille mei sapno ko dekhte hai bachhe ,man ke sachhe
Rang birangi udtei gubbarei,5rs prati milte saareDoobte suraj se faili narangi aakaash
Lehro ko nachati jaise koi geet sunati hai.
Dekh kar sundar prakrutik hogaye poori talash.Sagar ke kinare saabhi pate shanti.
Dekh dhalti shaam naye soch lejaatei.
Anandmai hokar jaatei uncle aur aunti.
**********************************************
Hey friends hope ,you all like, pls vote and comment.
YOU ARE READING
Feelings
PoetryWhen somone whom we love leaves us ,we cry ,we shout ,but thats not enough ,we also try to seacrh ,but we cannot find love,and thus that s pain.