Maa tune harr mushkil ka samna krana sakya kabhi harr manana nhi sikhaya apna haqq lena sikhaya jeet ko apna bnana sikhaya mehnat karna sikhaya ki aagar mehnat karoge manzil khud tumhare pass aayegi paar maa tune iss pyaar ki laat se bachna nhi sikhaya kisi ne sahi hi kaha hai dil kisi ka roop nhi sehta voh vahi karta hai jo isko karna hota hai jaiase ki pyaar voh kisi se bhi hojata hai naajanein kabh najanein kisss se najanein kyun ??? Issein koi nhi bachta kabhi bhi kisi pe haarr bethta hai usko gulam banjata hai .....
-ISHA CHOUDHARY
YOU ARE READING
shayreee
PoesíaShayeri book. All Hindi shayeri lovers would definitely love it. Words that touch your soul, bring smile on your face and tears in your eyes