Yaadein teri baahut hai parrr tu nhi hai yeah zindagi bhi pata nhi kitne imtehaan legi tujhe pyaar karne ke aur tujhse door rehne ke haar baar zindagi koi na koi naaya modh leti hai aur harr modh par tu nhi hai mere sath bus teri yaadein hai teri kahin hui baatein hai jo himaat deti hai har mushkil parr karne ki aur teri baatein dil pe jaa lagti hai ki haar mushkil mein lagta hai tu sath hai yeah hi teri khasiyat hai yeah hi teri pehchaan hai mere liye aur yeah hi teri achai hai mere liye tumse door toh nhi reh paayienge parr tumhare pass anein ki haar namunkin koshish purikarienge hum tere sath .... tere sath hai ....!!!
-ISHA CHOUDHARY
YOU ARE READING
shayreee
PoetryShayeri book. All Hindi shayeri lovers would definitely love it. Words that touch your soul, bring smile on your face and tears in your eyes