Next Day ,,
After BreakfastGF : Mai zra Kheton Mai jaa Raha Hoon sham tk lotoon Ga
GM : Damad ji ko Bhi ly jaiye .. khuli hawa mai zra acha Lgy ga
GF : arey haan.. Chaliye na Damad Ji
Om : G uncle .Mai apna Phone ly kr aya
Gauri : maa ajkal Fasal ki katai ho rahi hai naa
GM : haan.. Hr koi vaheen masroof hai
_______Noon
GM : zra Kisi Bachy k hath un dono K lye khanna b Bhjwana hai
Gauri : maa Hum Dono Jain Khanna Dyny
GM : Nai Nai.. itna Door aleki jao Gi
Preetika : arey maa Phly b to kae baar gae hain.. kch nai hoga Jany do na ?
GM : tumhary Bao Ji naraj hon Gy
Gauri : Kch Nai kahain Gy maa Jany Dain na
Pareetika : han is ny Vaisy bhi Apny Omkara Ji ce Milna hai
Gauri : (shy) didi
GM : mat Cher usy .. chali jana mgr khaa To lo pehly
Gauri : Hum b vaheen kha Lain gy maa
Pareetika : haan Apny Omkara ji k sath!
Gauri : maa. Didi ko dekhiye na
GM : bs kr pari .. mat tang kr usy
______They went in Fields ..,Gauri's father was sitting under a tree and
Omkara was harvesting nearby !!GF : damad Ji ny kaha vo yae krna Chahty hain
Gauri : Hum abi aye
Gauri went near him and Sat with him
Gauri : yahan To bohat grmi hai. Thora Drakht k neechy baith jaty ..
Om : han Grmi to hai..
Gauri : E sb krny ki kaa Jaroorat hai
Om : hr cheez ka Experience hona chahiye You know..!
Gauri : arey mgr aisy nai kat'ty.. laiye hum bataty hain
Om : Ni.. mai kr raha hoon na.. chp raho
Gauri : Tuh.. ary aisy.. Aisy hath mai lg jae gi Dranti
(* Idk what it is called in hindi 👀* )Om : nai lagy Gi
Gauri : Ek bar dijiye to. Hum bataty hain kysy krna hai
Om : Chup raho
Gauri : acha Phr kr lijiye ga bad mai.. Khanna Kha lain
Om : khana Lai ho ?
Gauri : han ji.. ayiye
Om : kya hai khany mai ?
Gauri : Daal chawal
Om : tmhary favourite..
Gauri : hum ny ek bar kaha tha na apko maa k hath k Daal chawal khilain gy . Maa ny banaye hain
Om : oH great..!
(Standingup)
Oh No.!Gauri : kaa
Om : hath Kahan ce Dhony hain ab..
Gauri : pani laye hain hum aiye dhulwaty hain
Om : Soap hai ?
Gauri : oo to nai hai
Om :oho..Pr hath py matti lagi hai Srf pani ce kam ni chaly ga
Gauri : arey kch ni hota achy ce ragar kr dho lijiye ga na
Om : mai ghar chal k kha loon ga
Gauri :omkara ji.
Om : no..!
Gauri : hum yahan khanna laye thy k ap K sath khaiyen gy.. aur ap hain k__ (sadly)
Om : aaawww... Ab Zada Dhukhi hony k zaroorat nai hai .. kha lyta hoon.. chalo
gauri : Sachi?
Om : han Tmhary lye Gandy hathon ce b kha Lon ga
Gauri : Chaliye ab..!
_______
Night ,
After Dinner everyone Stood up to Move to bed roomOm : (whispering) Uncle ce mery lye Kapry Mang lyna.. vrna Aj srf underwear pehan k saoo'n ga
(Gauri looked at him and he went from there)
____
In room..Gauri keeping cloths on table
Gauri : ee. Lijiye .. e pehan Lijiye ga
Om : hmm.. thanks
He took the dress
Om : yae kya hai ?
Gauri : kaa Dhoti hai ..!
Om : itni bari Chaddar
Gauri : aisy lapait lijiye na apny ird gird .. Grmi ni lgy gi
Om : pr yae Pehanty kysy hain
Gauri : sayad jaisy saari pehanty hain
Om : mjy saari B pehan'ni nai ati yaar
Gauri : ap ko saari pehn'ni nai ati ?
Om : shutUp.. larka hoon mai
Gauri : oOhh..! Acha ab pehan lijiye
Om : kya Mtlb Kysy
Gauri : apny Gird lapait kr Band lijiye
Later Om somehow Wore it ..
when he came out of bath room Gauri brust into laughterGauri : (laughing) E kaaa.. kaa hal bana aye hain
Om : Zada hansny ki zaroorat ni hai Vrna yaheen utar doon ga
Gauri : tauba ..zra saram ni ati apko
Om : ainda yahan any k lye special Khuly Patly kapry silwaoon ga
Gauri : G g thk hai.. abi aye soo jaiye ..!
Om : hmm ..!
Gauri : acha naa.. ab Naraj mat hoiye .. nikal Gae hamari hansi
Om : tmhy pta hai Mjy kitna ajeeb lg raha hai yae pehan kr
Gauri : acha Sarry.
Om : its Ok.. Good night
Gauri : Good night
Om : suno..! Kal jldi nikalna hai .. mjy b jldi utha dyna
Gauri : g..!
_______
AHMMM..
OK..
OK..😂THANKYOU♡
ČTEŠ
Likha ha jo Lakeeron mai, Mily ga Vo taqdeeron mai [COMPLETED✔]
FanfikceLove story of "Bareilly ki Chirraiya" & "Mumbai ka Nandi" after they are Married *_* few new Chracters will be introduced 👀 Ps~ i read this story somewhere and Thought to write with same concept on Rikara ☆HOPE YOU Will Like it☆