~part-1~

3.3K 99 21
                                    

Thank you so much everyone​for your sapport

~Badi~
Their is hustle bustle in badi everyone is busy doing preparation.

Lady1- arre ohh Bhai ye phul kese lagae hain jara thik se lagaie aur ye sukhe hue phul kyun laga rahe ho taje phul lagao na...
(a man came to her)
Man- arre maa aap itna tantion mat lo aap andar jao aur baki preparation dekho yahan ka mai delhlunga
Lady2- haan marwadan itna tantion le ke apni bp na badha
Lady1- haan haan thik hai ab tum dono mujhe mere bp k upar lecture na do ab yahan.. ab khadi kyun hai bangalan chal
Lady2- haan haan Chalo...
Man- ye dono kabhi nahi sudhrenge

(Man-shekhar, Lady1-dadi, Lady2-dida & in my story dida is fine she is not in coma & don't know anything about ragsan)

Rag- dadi ma, maa swara ko mandir (temple) Jana hoga na puja k lie
Dida- konsi puja ragini
Dadi- erre shadi se pehle swara​ ko mandir (temple) jaa k puja karni hogi apni shadi shuda jiban (married life) k khatir
Dida- ohh
Dadi- sarmistha jaa Jake swara ko ready kar mandir(temple) Jane k lie
Sho- ji maa mai abhi jati hun
Rag- maa aap rukie main jati hun aap yahan ki preparetion dekho
Sho- thik beta

~swara's room~

Rag-swara.. swa...
hai bhagban(god) aaj iss ladki ki shadi hai aur ye abhi tak so rahi hai
Rag- swara swara tum abhi tak so rahi ho utho
Swa- hmmm.. ragini thodi der na plz
Rag- swara aaj tumhari shadi hai bhul gai kya
Swa- yaad hai baba..
Rag- hmmm to ab utho jaldi
Swa- lo uth gai ab khush
Rag- haan bohat swara apni ye kumbhkaran bali nind ko na tum thoda kam karo kyun ki kal se tumhe jaldi uthana hoga☺☺☺
Swa- hmm ragini now don't tease me na uth gai na mai ab
Rag- ok baba nahi karti tease ab jao aur ready ho jao mandir (temple) Jana hai
Swa- ok ok jaa rahi hun

~In hall~

Rag- maa dadi maa hum swara ko leke temple jaa rahe hai
Sho- thik hai beta par jaldi ana swara ko ready bhi to karna haina
Dadi- arre unhe Jane degi to bo log jaldi bapas aenge na... Lado j swara kahan hai
Swa- mai yahan hun...
Sho- aaj to meri Shona bohat sundar lag rahi hai
Dadi- haan sahi kaha shomi kisi ki najar na lage(& she put a kala tika)
Rag- swara Chalo hum temple chalte hai barna der ho jaegi
Swa- haan.. maa dadi hum chalte hai
Sho- dhyan se Jana
Swarag- ji maa

Dadi- lado agaie swara kahan hai
Rag- wo dadi ma swara ne kaha ki puja khatam karke bo ajaigi to...
Dadi- usne kaha aur tum use akela chhod kar agai lado tumhe pata haina k dulhan ko iss tarah akela nahi chhod te hain
Rag- hum jante hai dadi ma aur humne kaha bhi swara se par usne kaha ki bo puja khatam karke ajae gi aur hume yahan aap sab ki madat (help) Karne ko kaha to...
Sho- maa ab bo agai hai to Jane dijie na Shona ajaegi aap tantion mat lo
Dida- haan marwadan tantion na le ajaegi shoru
Dadi- thik hai ab baki ki tayyari (preparation)dekhte hai

~after 2 hour~

Dadi- j ladki abhi tak aai kyun nahi thodi der mai barat bhi ajaegi
Sho- ma mujhe bohat dar (sceard) lag raha Shona thik to hogi na
Dida- shomi tu dar mat humari Shona thik hogi
Dadi- shekhar yahan bethe bethe kuchh nahi hoga tu Jake dekh
She- haan maa main jata hun Misti tum tantion mat lo swara mil jaegi

~aftet some time~

Sho- shekhar Kya hua Shona kahan hai bo..
Dadi- tu chup kyun hai bol na kuchh
Dida- shekhar Shona...
She- nahi mili
Sho- nahi mili Matlab tum..
Dadi- arre use Puri baat bolne to de shomi
She- Maine har jagha dekha Jahan bo ja sakti hai par bo kahin nahi mili
Sho- tumne temple main thik se dekha bo puja Karne..
She- temple mai bhi har jagah delh lia par kahi nahi mili aas paas k logo se bhi puchha par kisi ne nahi dekha
Sho- ese kese kahin nahi mili tumne thik se dekha nahi hoga tum...
She- Misti Maine achhe se dekha par bo nahi mili
Dida- shomi tu dar mat mai uske friends ko phon karke dekhti hun shayad...
Rag- nahi nani ma humne abhi swara k sare friends ko call kia par kisi ko nahi pata
Dadi- he bhagban kahan chali gai ye ladki abhi...

(Someone​=So come there)

So- dadi ji barat aagi
Dadi- Kya barat aagi.. achha tum jao hum ate hai
So- ji
Dida- barat aagi par shoru ab hum..
Dadi- pehle barat ka swagat(welcome) karte hain
Sho- par ma
Dadi- barat ko darwaje (gate) par to khada na Kar sakte hena shomi
She- maa thik keh rahi hai aap sab jake swagat (welcome) karo mai phir se jaa k dekhta hun
Sho- thik hai

Hello guys I hope aap sabko mere story ka ye first part pasand aya ho agar kahin koi mistake hui ho to plz maaf kar dena sorry

Love you all😘😘😘

by
Salonee

Swasan ek duje ke liye.. (On Hold)Where stories live. Discover now