bhaangadh -ek padichaye

24 9 2
                                    


Bhangarh - an introduction

Bhaangadh ka keela , Rajasthan ke alwar jile main sthith hai....is Keele se much keelometer Ki doori per wishaw prasidh sariska rashtriya udhaan (sariska national park)hai...

Bhaangadh teen taraf pahadiyon se surakshith hai samaarik hisht se kissibhi rajhya ke saanchalnake yah upyukhat sthaan hai . surksha me hisht se issue bhago main bhaanta gaya hai .sabse pehle ek badi pracheer hai . jisse dono taraf Ki pahadiyon ko joda gaya hai. Is pracheer ke mukhya dwaar ke hanumaan ji virajmaan hai. Iske pathwaath baazar praarambh hotha hai.

Baazar Ki samapthi me baad raajmaahal ke parisaar ke vibhajan ke liye tripoliya dwaar bana huwa hai iske pathwaath raaj mahal sthith hai. Iss Keele main kai mandeer bhi hai jismain bhagwaan someshwar ,gopinath ,mangala dewi aur keshaw raay ke mandeer pramukh mandeer hai.in mandeeronke deewaaron aur rawambho per Ki gai nakakashi se abdaaza lagaya ja saktha hai Ki yah samucha keela kitna khoobsurath aur bhavya..... Raha hoga . someshwar mandeer me bagal main ek baabdi ek jismain abbhi aaspaas ke gaoon ke log nahaya karte hai......

Plzzz comment , like , share............plzzz....

Thnk uuuuuuuu.............

आप प्रकाशित भागों के अंत तक पहुँच चुके हैं।

⏰ पिछला अद्यतन: Oct 06, 2017 ⏰

नए भागों की सूचना पाने के लिए इस कहानी को अपनी लाइब्रेरी में जोड़ें!

HoRrOr StOrY👹👺👻जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें