Part 19

2.3K 167 14
                                    

In Malhotra Mansion,

Bhavya came to gauri's room.

Bhavya- Di are you ready?

Gauri- Hna bhavya bas abhi aa rahi hun.

Bhavya- Di jaldi kijiye hum court ke liye late ho rahe hai.

Gauri- WHAT!!! Are u mad Bhavya?

Bhavya- Kyun kya hua?

Gauri- Court 10 baje shuru hota hai. Abhi sirf 8 hi baje hai.

Bhavya- Woh omkara bhaiyaa ki zindagi ka sawal hai.

Gauri- Aaj bada pyaar aa raha hai apne Omkara bhaiyaa pe. Sach batao Bhavya kya baat hai.

Bhavya- Woh di....... actually mujhe Rudy se milna hai.

Gauri- (teasing) Hmmm....Rudy Hna.

Bhavya blushed.

Gauri- Ok tum jaa sakti ho.

Bhavya- (excited) Sach main Di!!!

Gauri- Hna sach main.

Bhavya- I love u Di.

Gauri- Hna main jaanti hun. Ab jaao.

Bhavya- Ok bye didi time par aa jaana.

Bhavya waved to gauri and left her room.

Gauri gets ready to go court.

Gauri- Umeed karti hun ki aaj sab theek ho.

In a dark place,

Ridhima gave someone a bundle of note.

Ridhi- Dekho maine tumhe abhi aadhe paise de diye aur aadhe kaam hone ke baad milega. Aur hna yaad rakhna kaam ho jana chahiye.

Men- Aap chinta mat kijiye madam ji kaam ho jaayega. Aap bas befikar rahiye.

Ridhi- Good.

Ridhi- (in mind) Ab main dekhti hun gauri ki tum omkara ko kaise bachati ho.

She smirked evilly.

Gauri get into the car and drove to court. On road she saw a huge traffic.

Gauri- Oh God. Iss traffic ko bhi abhi hona tha. Ab main time par kaise court pohnchugi.

Gauri saw a diversion road.

Gauri- Issi road se jaati hun.

She took the diversion.

All the members of Oberoi family reached the court.

Shivru went to omkara.

Shiv- Chinta mat kar om sab theek hoga.

Ru- Hna gauri di sab theek kar dengi.

Om- I hope so..

Shiv- Hna par yeh gauri hai kahan.

Anika came to them by calling Shivaay's name.

Anika- Shivaay.....

Shiv- Hna bolo anika kya hua??

Anika- Shivaay.....kya aapne gauri ko kahin dekha hai.

Shiv- Nahin...main abhi tak usse mila nahin hun.

Anika- Ajeeb baat hai woh hamesha jaldi aa jaati hai. Aaj pata nahin kya hua.

Shiv- Arre woh traffic main phas gayi hogi. Tumne dekha na kitna bada traffic thaa.

Anika- Hna Shivaay shayad aap sahi keh rahe hai.

Bhavya came there.

Bhavya- Kya aap main se kisine mere gauri di ko dekha hai. Kab se unka phone try kar rahi hun par phone not reachable aa raha hai.

Shiv- Wahin main abhi anika ko bol raha thaa bhavya....shayad woh traffic main phas gayi hogi.

Bhavya- Hna esa hi hua hoga.

Om was listening their conversation. He was quite. He didn't say anything.
Only a thought was running in his mind, "what if gauri again leaved him alone"..

The bell of the court rang. It is the time to start the hearing.

Shiv- Chalo hum sab andar chalte hai. Gauri aa jaayegi.

All nodded and went into the courtroom. A police came and took om with him inside.

Gauri took the diversion road to save herself from the traffic. She saw the watch.

Gauri- Oh no...court hearing 10 minutes main shuru ho jaayegi. Mujhe jaldi chalana hoga.

She pressed the accelerator and speed up the car. In the way she didn't noticed the huge nails. The tyre got punctured by the nails. She came out of the car and saw the flat tyre. She kicked the tyre in frustration.

Gauri- Shit...ab kya karun. Iss shun shan raste par kisise lift bhi toh nahin le sakti.

A man came from her back. He tapped on her shoulder. Gauri turned back.

Gauri- Yes....

Before she could say something the man placed a piece of cloth with chloroform on her face.

In the court room,

Ridhima saw oberois and smirked at them. She went to sekhawat.

Ridhi- Don't worry Mr. Sekhawat jaise ki Maine kaha thaa gauri aaj court nahin aayegi.

Sekhawat- Par tumne aisa kya kiya.

Ridhi- Woh aapko baad main pata chal jaayega.

Rudy saw Ridhima talking to sekhawat.

Ru- Wahan par aakhir ye dono kya baat kar rahe hain.

Bhavya- Are wo dono lawyer aur client hai. Hoga kuch case ke baare main.

Ru- Par mujhe kuch gadbad lag rahi hai.

Bhavya- Relax Rudy.

Ru- Hmm.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
So friends this is the chapter 19.😊😊😊. Tell me how is this.😋😋😋

The case (Completed✔)Where stories live. Discover now