prologue

3.6K 57 7
                                    

Prologue

In Chennai

A house is decorated beautifully for a marrige

In room

A gilrl is sitting in front of mirror bridle attire some girls were making her ready while the girl is not looking happy as every bride do on the day of her marrige
She was looking very sad she wants to cry but stopping her tears very difficulty

Soon the baraat arrived all girls went to see the barat while the bride was still sitting in same postion

A lady comes to her

L: ishu mai jaanti hoon tum iss shadi se bilkul kush nahi ho par amma appa ne tumhare liye kuch soch samajh ke hi ye rishta tey kiya hoga naa tum usko bhool kyu nahi jaati

I: bhool jau kaise bhool jau akka? Pyar kiya hai maine koi mazak nahi aur amma appa ye baat samjne ko tyar hi nahi hai jabrdasti meri shadi karwa rahe hai

She said crying

L: ishu tum kyu nahi samajh rahi ho amma appa ye sab tumhare bhale ke liye kar rahe hai wo subbu tumhare layak nahi hai tum kyu nahi samajti iss baat ko

I: please akka aap mujhe samjane ki koosish maat karo mai jaanti hoon subbu mujhse bhot pyar karta hai aur mujhse shadi zaroor karega wo zaroor mera interzar kar raha hoga aur mai jaha kyu amma appa mere saath aisa kar rahe hai?

She said crying when someone knocks the door ishita wipes her tears a girl come

G: vandita akka aapko aunty bula rahi hai

V: haa mai aati hoon

The girl goes from there vandita looks at ishita

V: ishu please apni zid chod do warna tum bhot pachtaogi please apni zindagi barbad maat karo

She said and goes from there

Ishita wipes her tears

I: nahi akka mai kabhi iss ko apni kismat maan ke accept nahi karugi
She tries to call subbu but he didn't pick the call

I: phone kyu nahi utha raha ye mera?

She gets angry

I: kisi ko meri fikar nahi sab aapne baare mai sochte hai par mai apni zindagi barbad nahi kar sakti ye shadi karke nahi mujhe jana hoga jaha se

She takes a paper from her bag and write something she leaves the paper on table and hide herself in shawl

I: i am sorry amma appa par mujhe ye karna hoga aap ne toh meri baat nahi maani toh mujhe ye karna hi hoga mai chate hue bhi kisi aur se shadi nahi kar sakti
She takes her bag hide hide her face properly and goes out of room
Soon she was sitting in taxi

I: aa rahi hoon mai tumhare paas subbu delhi abhi hum ek saath honge hamesha please murgan mujhe mera pyar mil jaye

She thought and smiles

Other side

In delhi

A old lady is trying calling someone after trying for long the person picks the call

P: hello haa dadi maa bolo kyu phone kiya? Aapko pata hai naa mai office mai busy hoon

L: oye abhi tere paas daadi se baat karne ka bhi time nahi itna bada ho gya tu

P: haa toh woh toh mai hu the great raman kumar bhalla

He said smiling

L: chal oye mere liye toh tu champu hi rahega hamesha

R: kya daadi aapko kitni baar bola hai mujhe iss naam se maat bulya karo ye naam meri personality ko suit nahi karta itna handsome pota hai aapka ladkiya marti hai uss par aur aap ho ki

D: acha baba nahi kahugi chal abhi tu jaldi se ghar aa jaa humko ladki dekhne jana hai

R: phir se wo sab daadi maine bola naa mujhe shadi nahi karni

D: kyu nahi karni tujhe shadi?

R: kyu ki raman bhalla ki type ki ladki bhgwan ne banayi hi nahi

D: chal bkwas band kar aur jaldi ghar aa jaa mai tera intzar kar rahi hoon tujhe tere type ki ladki zaroor milegi kahi naa kahi toh hogi wo jo tujhe sudharegi

R: haa dekhte hai

He said smiling

He said smiling

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
koi Mujhko yun mila hai jaise banjare ko Gharजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें