Inauguration!

289 20 3
                                    

Scene 1: Bhavya's Chacha's House.
Chacha: Beti aaj mujhe salary Mila, toh yeh lo , jaake Kuch kapde khareedo.
Bhavya: nahi chacha, humare paas kapde hai. Aap waise bhi itne saare takleef uta Rahe hai, upar se ye sab..
Chotu: Didi, chale?
Chacha: kaha jaa Rahe ho Tum dono?
Bhavya: Chacha aap bhool gaye?Aaj humari shop ki utkhaadan hai. Isliye aapko lejane aaye the hum.
Chacha: Mai toh woh bhool hi gayi.
.
.
Scene 2: Bhavya's shop inauguration!
There were many ppl standing there. As soon as bhavya, chacha and Chotu came, they asked.
Person 1: Guest kaun hai?
Person 2: iske baad khana milega?
Person 3: Aap kaun hai?
Bhavya: Hum is shop ki Malkin hai, ye Meri chacha AUR ye Meri bhaai.
.
.
By this time, a car came and stopped.
.
Person 3: ye kaun hai?
Person 2: bade aadmi lagte hai. Zaroor khana hoga isliye aaya hai.
Person 1: iss nalayak ki muh band rakho.
Person 3: Bhavya ji, aapke koyi hai?
Bhavya: nahi.
.
.
The car door is opened by the driver.
A person gets out. Driver runs to open the other door, a women gets out.
.
Person 1: Arre yeh toh Mr.Omkara aur Mrs. Omkara Singh Oberoi hai.!
Person 3: ye dono hai aaj ki guest??
.
Bhavya, chacha and Chotu looks at each other!
.
Omkara: Namaste, aaplok heran mat Hona, aapke bulane pe nahi aaye hum. Uske liye Mafi maangte hai. Hume pata Chala ki ek achi artist apni art shop khol Rahe hai. Shayad aap lokonse hum bhi Kuch seekha toh utni acha hoga na?
Bhavya: Aapko yaha dekhkar Hume bohot khushi hui. Waise ek Sach kahu toh aap Meri guru hai indirectly. Aapke har exhibition maine dekha hai. Usise mujhe inspiration Mili hai..
Gauri: Arre wah ye toh bohot acha hua! Ek guru uske anjaan shishya se Milne ke subh moke par Kya hum utkhaadan Kare?
Bhavya: zaroor!
Bhavya hands over the scissors to Chacha!
Chacha: mujhe nahi. Omkara ji ko do.
Omkara: nahi bhaisaab, bhavya ne Sahi ki!
Chacha: Omkara ji, aap Abhi yaha aaya hai, toh Hume bohot khushi hogi agar  aapne ye utkhaadan kiya toh!Gauri memsaab aap dono milke humara shop ki utkhaadan ke ye subh avtsar par dhany kijiye!
.
Chacha gives the scissors to Omkara and Gauri.
They together cut the ribbon!!
.
Bhavya invites them inside!
.
Gauri: Bhavya ji,aapke pehle customer hum he! Toh hum bhi Kuch khareedna chahte hai!
Bhavya : ji, zaroor mam.
Gauri: Mem!? Aap Hume bhabhi bulana seekhlo.
Bhavya (in a puzzled tone): ji kyu?
Omkara: kyunki aaj se aap Hume bhai bulane wale hai na?
.
Bhavya gets happy and shows her best paintings. Omkara sees and ,
Omkara: ye paintings ko keemat nahi de sakte phir bhi Bhavya, Tum bolo kitne ki hai!
Bhavya: aap hi ek rate bol dijiye, bhaiyya.
Omkara: 6,000 rupees per piece! I would like to buy those four paintings!
Bhavya: sure! Thanks you!
.
Bhavya packs all four!
.
.
.
.
.
Thanking you,
Sneha.
Ur comments r precious!

Ruvya Love!!Where stories live. Discover now