Dedicated to. crazypiya
🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸
Ye mere pyar ka rang h ...itni asani se nahi chhotega..tere naino mein jo pyar dikta h mere liye ...wo kyu tum zuban pe laane Ko khud Ko rokti ho...ye mera pyar h ..jo tumhe mujse dur Jane nahi dega....
Tumhe jab pheli dafa dekha to...ye Dil ki Dhadkan tham sii gyii...Dil ne kaha ...ye Wahi pyar h jiski tujhe Chahat h ..jiski Chahat m tum moth Ko bhi harana chahte ho...Dil m Dhadkan ki tarah bas gyi tum.....
Jab koi tumhe aur waise dekhe .jaise m dekhta hu, touch krta hu..to Dil m ek Kasak si Hoti hai,kya hum itne begane ho Gaye ki..ye Haqq bhi tumne kisi aur koi de diya,kya humra pyar itna kamjor h..sach h kya ye???
Jab teri yaad aati h to.tera chehra,tum samne hoti ho,jab tum samne hoti ho..to ye hath khud-b-khud saaz par chalne lagte Hain..aur saaz se alfaz juban par aa jate hain...aur ..aur..tab hum dono..HUM TUM ban jate h....
Alfaaz ...alfaaaz ka rishta bahut hi Hassen h ...jab pyar m hote h to Dil ki khawiyashon ke alfaz ban jate hain...jab hum Dard m hote h to humre Dard ke Alfaaz ban jate hain. ...Alfaaz humre Dil ke ehsaas h jo kabhi bhi . Kahi bhi humre Sathi ban jate hain...
Waqfon main ehsaas kaha badlte hain...ye to waqt ki raftaar hain..jo zindagi ki Raftaar itni Badal deti hain ki...waqfon m ehsaas Badal kar bhi nahi badalte....
Afsaana-dar- afsaana hain unki Mohabbat ke fasaano ka...hum unki Mohabbat ke talabgaar aur wo humri Mohabbat ke talabgaar ban Gaye hain...
Tanhayi hi dushman h humri ..tanha rehne nahi deti ..tanha jeene nahi deti..tanhayi..ek pal Sukoon h to dusre pal ek saza..tanhayei mahfil m bhi ek Sukoon h ..sab Apne mein mast hote h .aur hum tanhayi Ko gale Laga ke baithe mahfil m hazzir hote hain
Us din quamat se bhi zada quamayat hogi ..jis din ye zindagi tujh bin tanha hogi
Unse Mohabbat hui to veeran Dil Ko justaju ka ehsaas hua..zakhmi hue Dil par eh dost tumne Apni Mohabbat ka pyar-eh-rang Aisa chadha diya ki hum har zakam ..har Dard ..har chot bhul gye ..
🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸
SO that is all...my collection of shayri's...
Note:- this is a one shot so there will be no other shayri'sBy
Bhavi