SS: Elopement marriage of samaina ( Part- 5)

2.4K 117 18
                                    


Akhir kaar Naina Aur Sameer ko ek chota sa room kiraye par mil jaat hai Aur Naina Sameer bahut khush hote Hain

Naina room milte hi bahut khush hoti hai Aur usski saaf safai karne lagti hai Aur Sameer uski help karta hai

Sameer- Naina room thoda chota hai par Isse acha nhi Mila mene bahut koshishi ki par

Naina- nhi Sameer me bahut khush hu mujhe acha laga .....tum ab bahut zimmedar hogye ho....

Sameer- oh madam..... zimmedar toh hona hi padega itna risk lekar safari suit ki beti ko bhaga ke laaya Hun....

Naina- chup Karo ab Aur haan Bazar see khane pine ka samaan leaao...Mirch masale, sabziyan Aur Kuch saamaan leao kitchen ka

Sameer- ok madam

Naina- Sameer pese toh Hain tumhare pass

Sameer- haan abhi Bache hai Kuch pese hojayega

Naina- par kab Tak chalenge.....Sameer mujhe job ke liye jald see jald apply karna hoga mujhe Kal interview ke liye jaana hai bhagwan Kare sab thik ho

Sameer- Naina tumhe interview diye Bina hi job mil jayegi akhir miss topper ho

Naina- Sameer tum bhi kahin try karo job ke liye

Sameer- haan karta hu par mere marks itne ache nhi hai par fir bhi try karunga

Sharad's house

Sharad's mom- beta shan't hoja

Sharad- kese shan't hojaun uss Naina hamre khandaan ki  naak katwa di...bhaag gyi apne aashique ke saath

Sharad's mom- beta bhul ja Jo hua.

Sharad- nhi mummy it I aasani see nhi mene jab Naina ko pehli baar dekha tha usi din soch liya tha me Shaadi karunga toh issi se Karunga .....me pasand karne laga tha usse ....Aur ab toh me ussi see Shaadi karunga...chahe kahin bhi ho us Sameer ke saath me usse dhundh hi lunga

Sharad gusse me Ghar ka samaan idhar udhar phkelta hai

Mumbai Sameer and naina's room

Sameer- yeh lo Mrs Maheshwari saara saman

Naina- haane lhana bana deti hu tum bhuk lagi hogi na.....wada pav vagera kha Kar tumhara pet nhi bharta hoga jaanti hu me

Sameer- Naina me bhi tumhare madad Kar deta hu Khanna banane me

Naina-be rehne do tum me Kar lungi

Sameer- arrre me huna Sab kaam saath me mil Kar karenge acha yeh sabzi kaat deta Hun me

Naina- Sameer rehne do

Sameer nhi sunta Aur sabziyan kaatne lagta hai par uski ungli par cut lag jaata hai

Naina- dekha kaha tha na chupchaap Beth jaao ab aao idhar

OS\TSs of samaina's lifeWhere stories live. Discover now