part - 14

1.2K 114 19
                                    

Dedicated to aggtrannum001

Part 14

Same day raizada mansion evening time

Anika sab check kar rahi hai kahin kuch rah toh nahi gaya sab kuch check karne karne baad

Anika - finely sab ho gaya late bhi ho gayi hai ab mujhe chalna chahiye

Anika apne saman sahi kar rahi hoti hai ki uska phone ring hota hai name flesh shivaay

Anika - ye kiyu call kar rahe hai

Anika call received karti hai

Anika-  hello

Shivay - Anika  wo tumhara kaam ho gaya

Anika - Haa ho gaya

Shivay - ok phir raizada mansion ke bahar aayo mein wait kar raha hun

Anika shoked

Anika - kiyu

Usse pahle shivay call cut kar chuka tha 😂😂

Anika - inhe toh kuch sune ki aadat hi nahi hai 😑😑

Raizada mansion ke bahar

Shivay pov

Anika bhi na time dekha kitna late hai achha hua mein ghar jaldi gaya or pata chala ye aayi nahi hai

Pov end

Anika shivay ke car ke paas aati hai and car mein baithti hai

Shivay anikaa ki taraf smile paas karta hai but Anika ignore karti hai shivay car start karta hai

Shivay thought
Ise  kya hua

Thori der silent rahne ke baad or Anika ke bahot saare anger looks  ke baad shivay samajh gaya kuch toh garbar hai

Shivay - Anika kya hua maine  galti ki kya

Anika shivay ki taraf dekhti uske baad window ke bahar dekhti hai

Shivay - Anika kya baat hai

Anika - aapko puri baat sunne mein kya problem hoti hai 😡

Shivay confused

Shivay - koi problem nahi hai kiyu

Anika - toh bina puri baat sune  phone cut kiyu kiya

Shivay - maine kab cut kiya

Anika - abhi thori der pahle jab call kiya tha

Shivay - mujhe laga tumhe or koi baat nahi karni isliye

Anika-  yahin toh aapki problem hai bina puri baat jaane assume karna or ye aadat jaldi badal lijiye samjhe nahi toh rishte kahrab ho jate hai

Last line Anika said softly

Shivay Anika ki taraf dekhta hai and phir road par dhayan deta hai

Shivay - sorry aage se nahi hoga promise

Anika - hmm

Shivay - ab batao kya puch rahi thi phone pe

Anika - pahoch gaye

Shivay - kya

Anika - ghar pahoch gaye

Shivay - oh ok

Shivay pov
Itni jaldi pahoch gaye maine toh speed mein  bhi nahi chalaya

Pov end

Dono car se utarte hai

Anika jane lagti hai

Shivay - Anika ( softly )

Anika turn karti hai

Anika - hmm

Shivay - wo. .. wo if you don't mind dinner sath mein kare or jo aadhi baat hai wo bhi puri ho jaigi. .. or ghar par koi nahi hai hai sab bahar hai isliye pucha

Thori der silent ke baad

Shivay - agar tum nahi chahti it's ok. ..

Anika- dekha phir se assume kiya aap nahi sudhrainge

Shivay - sorry  thora time lagega change hone mein 😅

Anika - hmm

Shivay - so. ..

Anika - mein fresh hoke aati hun

Shivay - pool side par

Anika - ok

Anika chali jati apne lips par choti si smile ke sath

Or idhar shivay paglo ki tarah smile kar raha hai

Shivay - Anika tumhare khushi ke liye kuch bhi karunga matlab kuch bhi iss smile ke liye

To be continue. ..

Sorry for spelling and grammatically mistakes 😓

Lots of love By Sneha 💕



forgiveness ( REDUX ) ✔Where stories live. Discover now