part - 18

1.1K 110 13
                                    

Ye part wattpad ne delete kar di phir se likhna pada 😭😭😭

Next morning

Annika raizada mansion ke liye nikal jati hai

annika apne kaam main lagi hai last minute ke saare arrangements dekh rahi hai usi time Arnav aata hai

Arnav - annika mujhe tumse kuch important baat puchni hai

Anika - tumhari bahan ki shaadi se jada kya important hai shaadi ki taiyyarian  dekho baate baad main bhi ho sakti hai samjhe ab jao mujhe kaam karne do

Arnav - kaisi dost ho bol toh raha hun important hai sirf five minutes uske baad tum apna kaam karna thik hai bahut important hai please

Anika - achha thik hai  batao

Arnav - yahan nahi garden main chalte hai

Anika - main yahan tumse baate karne nahi aayi hun samjhe jo puchna hai pucho nahi toh mujhe kaam karne do samjhe

Arnav - ok ok wo tumne..  .... tumne pucha

Annika- kya pucha kisse pucha jo kahna hai saaf saaf kaho

Arnav - tum ne prianka se pucha

Annika - kiss baare main

Arnav - mere baare or kiske baare main

Anika - oh main prianka se nahi pucha

Arnav - kiyu annika tum Agar puch leti toh main prianka se aaj baat kar leta or shivaay se bhi ab main kya karun tumne apne friend ka ghar basane  main help kiyu nahi kar rahi  main tumhari help karunga tumhare liye husband dhund ne main thik hai tum bhi kar do or phone karke puch lo abhi

Anika - shut up  kitna bolte ho or tumhe mere liye husband dhund ne ki zarurat nahi samjhe

Arnav - kiyu

Anika - kiyu ki mere paas husband hai

Arnav - whatt 😲

Anika - mera matlab main dhund lungi khud or maine prianka se nahi Shivay se baat ki tumhare baare main

Arnav - kya kiyu ab wo mujhe chhorega nahi

Annika - kuch nahi hoga wo maan gaya hai or wo prianka se baat karega aaj tum tension matt but wo naraz hai tumse

Arnav - of course hoga uski bahan jo hai

Anika - uske liye nahi tumne use pahle nahi bataya isliye

Arnav - oh main chalta hun

Or Arnav chala jata hai

Anika - apna kaam ho gaya or chala gaya annika tu apna kaam kar shaadi aaj hi hai

Oberoi mansion

Shivay prianka se baat karta hai or wo arnav ko ek chance dene ke liye ready ho jati hai Shivay bahot khush hota hai or wo annika ko call karta hai par wo received nahi karti

Shivay - busy hogi shayad kaam ke elawa  kuch use dikh ta hi kahan hai wahin batunga

Evening time

raizada mansion

Guests aana start ho gaye hai
But annika ko toh sirf apni family ka hi wait hai

Anika - ye log kahan rah gaye hai or main baat bhi nahi kar payi shivaay se or ye log aa bhi nahi rahe

"Didi main aa gaya"

Anika - tum log aa gaye baaki sab kahan hai

Rudra - main aa gaya ye kaafi nahi hai 😢

Annika - rudy

Om - hum log yahan hai annika  sorry hum log late ho gaye

Om shivaay and prianka ke sath aata hai

Annika - main kab se wait kar rahi hun aap sab ka

Rudra - humara ya shivaay bhaiya ka Haa

Shiom- shut up rudy

Arnav ke parents  welcome karte hai wo naraz bhi hote hai ki tej janhvi , dadi  koi  nahi aaya par Shivaay batata hai ki tej and janvhi business trip par gaye hai or dadi ki tabiyat thik nahi hai or wo log samjh jaate hai

Omrupri shivika ko akele time deke chale jaate hai

Dono silent rahte hai thori der

Annika - Um.. aapne prianka se baat ki kya kaha usne

Shivaay - wo arnav  ko second chance dene ke liye ready hai

Anika - really main bahot khus hun uske liye kiyu Arnav bahot achha hai or wo prianka ki respect bhi karega or pyaar toh karta hi hai

Shivaay annika ki taraf dekhta hai
Shivaay thinks - jo respect tumhe de nahi paya annika sorry

Annika - kahan kho gaye aap

Shivay - Arnav  kahan hai dikh nahi raha hai khud sister ki shaadi main itna busy ki gayab hi gaya

Annika-: wo koi kaam nahi kar raha aap se chup kar baitha hoga kahin

Shivay - mujh se chup kar kiyu

Anika - kiyu ki main use kaha ki main aap se baat ki prianka se nahi or use lagta hai aap uss par gussa karenge

Shivay - main uss par kiyu gussa karung or infect sabko yahin lagta hai kiyu

Anika - kiyu gussa aap ke naak par rahta hai Anika giggle

Shivaay - aisa kuch nahi hai or jab use lag hi raha hai ki main gussa karunga toh wahin karte hai

Anika - matlab

Shivay-  tum pata karo wo kahan uske baad mujhe msg kar dena thik hai

Anika - par kya karenge

Shivay - tum dhundo use and Haa aaj bahot khubsurat lag rahi ho tum

And shivay wahan se chala jata hai blushy annika ko chor kar

To be continue

Not edited

Sorry for late update

Vote and comments 😊












forgiveness ( REDUX ) ✔Where stories live. Discover now