After 7 years.......Mumbai....
Arre ruko toh kahan jaarhe rho....Aarav..ruk jao mene kaha
Aarav( 6 years old boy....silky hairs cute face, cute smile ...same to same little Sameer)
Aarav- mumma mujhe nhi Pina milk
Naina- Dekho....aaru....please Isse finish karlo...fir me aapko chocolate dungi Aur aaj Bahar bhi lejaungi...warna mumma aapse baat nhi karegi.....please
Aarav- nhi AAP har baar jhooth bolte ho.....me aapki baato me nhi aaunga
Naina-...aaru.....hey bhagwan...Kya karu iska bahut shaitan hogya hai...har Roz mujhe pareshan karta hai.....aaru toh apni mumma see pyar hi nhi karta...( Acting)
Naina rone ka natak karne lagti hai
Aarav( hold his ears in front of naina and giving cute experresions...like Sameer)
Aarav mumma sorry....AAP Mat ro na plezz..me aapki har baat manunga I love you...lao me yeh milk abhi finish karta hu...
Naina (kissing his forehead)- good boy ....esse hi mumma ki saari baate man liya Karo....mujhe pareshan mat Kiya karo....Chalo aaj me apne aaru ko mall lejaungi movie dikhaungi....
Aarav- mumma mujhe akele nhi jaan
Naina- arru ....oh toh tumhe apne friends ko bhi lejana hai
Aarav- nhi mumma ..Sab apne mummy Aur papa ke saath jaate hai mujhe bhi papa ke saath jaana hai....mujhe unse milna hai...AAP kabhi Kuch nhi baatate ho.....sabke papa parents meeting me aate hai...unhe picnic bhi lejaate hai....par mere papa Kahan Hain...Woh toh humse kabhi Milne bhi nhi aaye
Naina's eyes filled with tears....
Naina- arru...papa ko bahut kaam haina....Woh busy rehte Hain Aur hamse bahut dur rehte Hain...isliye....par dekhna wo zarur aayenge aapse Milne....
Arru- pakka....
Naina- hmn pakka
Naina (in mind)- sorry beta mene tumhe jhooth bola..tumhare papa hamse milna toh dur hamri shakal bhi dekhna pasand nhi karenge....Aur naa me usse insaan see fir nhi milna chati....acha yahi rahega Woh hamse Aur ham use dur rahe....
Ahemdabad
Sameer Maheshwari .... business tycoon....
Sameer - sunaina Meri blue wali shirt nikalna....mujhe aaj ek zaruri meeting me jaana Hain
Sunaina- haan yeh lo sameer.....wese Tum ISS blue shirt me bahut aache lagte ho
Sameer( smile)- acha Mrs maheshwari
Sunaina- ji haan Mr Maheshwari
Sunaina - wese Sameer tum aaj Kuch bhul rahe ho
Sameer- Kya
Sunaina - Kya tum bhul gye.....tum aajka din kese bhuo sakte ho..yaad Karo aaj Kya hai
Sameer- umm Kuch Bhi toh nhi
Sunaina ek taraf muh fer leti hai
Sameer smile karte hue Uske pass jaata hai Aur usse back hug karta hai
Sameer- aaj hamri 6th wedding anniversary hai...yahi na
Sunaina - Sameer tumhe yaad hai....
Aur usse hug karleti hai
Sameer- yeh din me kese bhul sakta hu
Sunaina- Sameer Sach me aaj bhi yeh ek sapna hi lagta hai ki tum aab mere ho.....warna 7 saal pehle Jo Naina ne kiya mujhe laga tum uss Sab ko kabhi bhula hi nhi Paoge
Sameer( angry)-shhh....naam bhi mat lo uska...mene kitni baar kaha hai tumse sunaina...ISS Ghar me uska naam mat Liya Karo mere liye Mar gayi hai woh....Uske har cheez ko uski yaado ko mene apni Zindagi see Aur ISS Ghar see nikal Diya hai....
Sunaina- I am sorry Sameer..tum naraz mat ho
Sameer- koi baat nhi bus aage see mere samne kabhi uska zikra mat karna .......me usse Sab ko bhulna chahata hu....
Sunaina- acha baba I am sorry Chalo aaaj hamri anniversary ko Han special banyenge
Sameer- Aur romantic bhi....
Sunaina- blushing
And both hugged each other
Akhur kyun Sameer Aur Naina eek dusre ko dekhna Bui nhi chahte ....Aur Inka pyar nafrat me kesse badal gya...?
Stay tuned....
YOU ARE READING
Kachche dhaage
FanfictionThis story is different from the show but all characters are only sameer's is quite different from the show