Next daySameer ( angry & shouting)- Naina ....Naina
Naina coming from kitchen
Naina- haan Sameer Kya hua
Sameer- Meri fav blue shirt Kahan hai
Naina- Sameer woh mene londry wale ko dedi thi
Sameer( holding her hand tightly)
Naina- Sameer Kya Kar rahe ho mujhe dard horha hai
Sameer ( angry and yelling at her)- tum see kitni baar kaha hai mene Meri cheezo see Durr raha Karo
Naina( in pain)- Sameer chodo Mera haath please
Sameer ek dum uska haath chod deta hai
Naina rone lagti hai
Sameer- aaj ke baad Meri cheezo ko Meri permission ke Bina Chua bhi naa....toh mujhse bura koi nhi hoga samjhi
Naina( stammering) - I am sorry
Sameer- hato yahan se
Aur naina ko dhakelte hue Chala jaata hai
Afternoon
chachiji calling Naina
Naina- hello
Chachiji- bhagwan jhoot na bulwaye beta kessi hai tu
Naina- chachiji aap......ahb hhhan me..me thik hu chachiji AAP kesi hain
Chachiji - thik hu beta bus Teri bahut yaad aati rehti hai
Naina- chachiji Sach me mujhe bhi aapki bahut yaad rehti hai...Kya karu Ghar ke kaamo see fursat hi nhi mil paati isliye...aaanhi paati
Chachiji - koi baat nhi beta samjh sakti Hun...Aur Bata damadji kese Hain
Naina- Woh thik hai office me Hain
Chachiji - beta tu thik toh haina waahan tujhe koi pareshani
Naina( lying)- ahb nhi nhi chachiji me toh bilkul thik hu Sameer bahut khyal rakhta hai Mera
Chachiji - bhagwan jhoot na bulwaye hamesha khush reh beta
Aur esse hi baate chalti rehti hai phone rakhte hi Naina ki ankho nam hojati hai Aur dukhi Bhi
Naina- kesse batau aapko chachiji agar Sach bataun ki kessa vyahawar hota hai mere saath yahan toh AAP log bahut dukhi honge Aur aapne aapnse nazre nhi Mila payenge.....
Aur Naina fir rone lagti hai
Sameer and sunaina- law garden
Sunaina- Sameer Kya tumne wesa hi kiya Jessa mene kaha
Sameer- haan par bilkul gaay ki tarah seh leti hai Woh...palat Kar jawab bhi nhi deti
Sunaina- Woh it I aasani see nhi chodegi tumhe Sameer bahut mastermind hai Woh
Maheshwari house
Sameer phone par kisi deal ke baare me baat Kar raha hota hai Aur Jesse hi phone rakhta hai
Naina - Sameer
Sameer- ab Kya hai....kyun aagyi ab Mera matha khane
Naina- Woh Sameer mujhe naa..... chachaji ke gahr jaana tha woh chachiji ki na tabiyat kharab hai
Sameer- toh jao na...acha hi hai thodi Shanti milegi mujhe
Naina-Woh Bahar mausam bahut kharab hai auto bhi nhi milega driver bhi aaj chutti par hai tum mujhe chod doge
YOU ARE READING
Kachche dhaage
Fiksi PenggemarThis story is different from the show but all characters are only sameer's is quite different from the show