Mujhe farak padta hai....

983 98 16
                                    

N-kya.......

K- miss Kia mujhe 

N( trying to avoid as she doesn't know the answer ) Kartik vo mujhe na kuch kaam hai to main Abhi aayi....

She was leaving but he stops her

K- sorry mere sawal ka javab jab tak nahi dogi u can't go.....

N- konsa sawal 

He came closer to her and she was moving backwards until she hits the wall & then she stuck between wall & him & he is keep coming closer 

N- kartik kya kar....( Low voice)

K- miss Kia mujhe....

N- Kartik yeh kya hogaya hai tumhe main Kyun miss karungi 

K- acha mujhe miss nahi Kia to Kyun itni Baar call Kyun Kiya mujhe dekh ke itni kush Kyun ho gayi thi Kyun naira 

Naira was slient 

K- bolo naira ( angry & had red eyes which made naira scared) 

N- vo mujhe sirf tention ho Rahi thi ki tumhari maa ne.....

K- par Kyun tumhe to apni life mein kisi ladke Ko nahi ane Dena chahti thi to phir Kyun ho Rahi thi itni chinta ho Rahi Kyun farak padta hai tumhe mere hone Na hone se 

N- Kyun ki tumhare saath galat ho Raha hai Kartik jaise mere saath isliye tention ho Rahi thi bas Varna mujhe koi farak nahi padta ( angry as she was hell irritated with his wierd behaviour) 

K- koi farak nahi padta na.............( He knew he was wrong but he can't control himself as he is total broke up & can't manage to ignore which was giving him more pain & anger) 

Bolo naira ( cups her face ) koi farak nahi padta ek Baar meri ankhon mein ankein dal kar bolo ki tumhe mere hone Na hone se koi farak nahi padta 

She took a long minute &...

N- Haan koi farak nahi padta ( shouts and pushes him) sun Lia MUJHE KOI FARAK NAHI PADHTA ab jaun main aur Haan aaj ke Baad mere aas pass bhi mat ana 

She was about to go then he suddenly held her from her wrist making her shiver pull her too close while she was giving him an angry look 

K- MUJHE FARAK PADTA HAI.......and left leaving her confuse 

After some time

K- I am sorry naira mujhe pata nahi kya ho Gaya tha main Kyun tumhe ignore nahi karpaya par acha hi hua ab to tum mujhe se ab door rahogi shayad usse mera pyarr Kam ho...ya khatam hi ho jaye 😭😭😭😭😭😭 ( yeh line likhte hue itna Rona aah Raha tha mujhe) 

Naira house 

Naira was countinously thinking about what Kartik said to her she was lying on her bed with teary eyes 

N- kya Mujhe farak padta hai????

Oh ho naira to 20 Baar yeh sawal Apne aap se pooch chuki hogi

Par kya sach me mujhe farak padta hai aur use Kyun padta hai aur aaj hua kya mujhe usne mujhe touch Kia aur main kaamp gayi pata nahi kya ho Raha hai yeh..........

Then suddenly a voice came 

Voice- naira ......

Naira turns her face 

N- Mumma ( with teary eyes ) aao agayi 

Akshara- Haan mera bacha 

N- Mumma acha hua aap aa gayi.......

A- tumhe farak padta hai naira 

N- Mumma apko kaise pata chala 

A- main maa hoon tumhari bolo beta Kartik ke hone Na hone se farak padta hai tumhe??

N- nahi Mumma mujhe kisi bhi ladke ke hone Na hone se farak nahi padta apko pata hai ladko ki vajah se mujhe kitni takleef hui hai 

A- tumhare bhai bhi to ladke hai na agar Bhagwan na kare unhe kuch ho Gaya to tumhe koi farak nahi padega beta uski takleef tum se dekhi nahi jaati use dekhe Bina tum 4 din pagal ho Rahi thi use tum sirf ek hafte se jaanti ho par use apna dhuk share karne mein ek Baar bhi hesitate nahi Kia tum tadap gayi thi uske liye aaj tak jo tumhara papa ne nahi Kia vo usne Kia batao kabhi Apne papa ki god( lap ) mein sir Rakha nahi na......

Kabhi tumhara papa ne tumare sar par haath fer kar tumhe sulaya hai aur phir bhi tum kheti ho ki tumhe koi farak nahi padta aur Haan ek Baar yeh socho naira jab usne kaha ki use farak padta hai phir Kyun vo tumse door Jaa Raha hai 

Naira started crying too badly and hugged Akshara 

N- par Mumma main kaise kisi se

A- beta yeh cheese soch ke nahi Hoti yeh humari kismat mein likhi Hoti hai agar hum chahey aur yeh kismat mein na ho to kabhi nahi milti aur agar hum isse door Bhagwan aur yeh kismat main likhi ho to Naa Naa karte yeh ho hi Jata hai

N- par meri Kasam??

A- tumhare papa ne tumhe dukh Dia aur tum apni Kasam ki vaja se khudko aur Kartik Ko bhi dukh dogi phir tum main aur papa  mein kya farak ho Gaya....

To jo sach hai na .....just except it 

Naira hugs Akshara more tightly and then suddenly a glass fell down and she came in her senses

And realise it was dream.........

A huge smile came on her face with teary eyes

N- mujhe farak padta 

Mujhe farak padta hai

Mujhe farak padta

And she was smiling and smiling

Author note 

Thanku for your response 

Love

Rangoli







Kaisa yeh ishq haiWhere stories live. Discover now