Content- this was the time of role reversal now Kartik was totally broken up and naira was there to console him and now it's was Kartik's head and naira's hand
N- Kartik tum mujhse share kar sakte ho ( he was crying thoroughly like a kid) dekho jaise maine tum par trust Kia tha u can also trust me bolo na Kartik tumne Kyun kaha aise ki tumhari kahani bhi meri Jaisi hai kya tumhare bhi papa ne....
K( cutting her line) nahi papa nahi mere papa to mujse bahut pyar karte hai aur meri Mummma bhi par fir jab main 10 saal ka tha meri Mumma mujhe aur mere papa ko..........( Crying) aur uske Baad se hi vo mera pura Dhyan rakhte the vo sirf mere papa hi nahi meri Mumma mere dost mere bhai sab kuch but kuch Tym Baad papa ki company Ko bahut loss hua aur unhone sirf mere education ki facility poori karne ke liye ek bahut bade business man ki beti se yani Swarna Gupta se bahut Sara loan Lia par sirf meri padhai ke liye par unhone Apne chikni chuppadi baaton se papa Ko fasa Lia ki vo unse shaadi karle as i need a mother but actually she needs her money back shuru shuru mein to main bahut gussa hua par Baad main unhone mera itna khyal Rakha ki vo mujhe meri sagi maa se badi lag ne lagi par she was irritating my father to return her money back she was tourchering him aur mere papa vo unhe unke paise nhi de paa Rahe the par papa mujhe unke paisa lautane se pehle papa bhi mujhe Mumma ki tarah..........( Crying ) aur phir maa ne apna roop badla aur vo typical Soteli maa ki tarah behav karne Lag hai kabhi khana nahi deti thi kabhi fees nahi deti thi to kabhi kuch to kabhi kuch aur kyunki papa unka loan chukane se pehle hi......to unke maange hue paise vo mujse Vasool ti hai kabhi pocket money to kabhi kuch...
N- Kartik bas bas (she was countinously rubbing his back & she too started crying)
K- Bhagwan ji ne humare saath Aisa Kyun Kiya naira tum he pata hai main Apne collage ki fees Kahan se deta hoo. Mere do chote chote bhanje ( nefue) hain vo bichare. Apne old school shoes Bechte hai aur apni pocket money se meri fees bhar te hai aur Haan naira yeh dekho ( he showed his legs and arms to her) aaj maine unse kuch paise maange to unhone garam tel dala
N- kya ( crying badly) parents kya kuch nahi karte Apne bacho ke liye aur dekho humare saath kya ho Raha hai kartik tum soch te hoge na ki main kitna gusaa Karti hoon par trust main aisi nahi thi shayad mera Dard gussa Bankar samne aajata hai
K- i understand yaad hai maine tumse kaha tha mere andar kuch sochne ki himmat nahi hai naira unhone meri aisi halat kardi hai
N-kartik
The hug each other tightly
YOU ARE READING
Kaisa yeh ishq hai
FanfictionThis is story with lots & lots of complicatons like my previous story was like starter this story is like main course and the desert will definitely come with Ur sweetness in the form of the vote