chapter 7

997 102 4
                                    

AFTER SO LONG 

it was evening when everyone is sitting in living room and talking about manik and nandini's baby. when suddenly the door bell rang and one butler open the door and there was a woman who looks like daima. butler ask her why she come here 

butler- ji maaji aap ko kiska kaam hai

daima- mujhe memsaab ne bolaya hai

butler- per maaji aapko kounsi memsaab ne bolaya hai

daima- woh nandini memsaab ne bolaya hai 

butler- oh accha aap do minute rukiye me ander puchker aata hu 

after few seconds butler enter in living room 

butler- sahab bahar ek daima aayi hai bolrahi hai ke nandini memsaab ne bolaya hai 

nandini- ha Kaka mene bolaya hai unhe ander leke aaiye

Butler nodded his head and goes bring daima

Living room

Pu: nandini bahu yeh daima ko kisliye bulaya hai tumne koi problem hai beta

Nan: nahi dadu mene socha ki daima rahegi toh meri har jaroorat puri hojayegi bina kisi ko pareshan kiye aur phir baby aane ke bad bhi woh kaafi help karegi isliye

Pu: ohh woh toh bohot acchi bat hai

Butler came with daima then butler goes from there

Pu: behenjee aapka naam kya hai

dai: mera naam rekha hai aur me rajasthan se aai hu

pu: dekhiye aaj se aapko yehi rehna hain aapko aapka kaam meri patni aur bahuye batadegi 

dai: jee thik hai 

nan: chaliye daima me aapko aapka room dekha deti hu 

ma: nandini tum unko room dekha kar hamare room me aana mujhe baat karni hai tumse 

nan: ha aati hu 

after sometimes everybody goes to there room 

navya and cabir's room 

navya is sitting in the corner of the room and crying when cabir comes out from bathroom and see navya crying badly 

cab: navya kyu rorahi ho kya hogaya hai

nav: cabir and hugs him then started crying 

cab: navya baccha bolo na kyu rorahi ho tum mujhe bataogi nahi toh mujhe kaise pata chalega tum kyu rorahi ho [he say and then started wiping her tears] 

nav: cabir mene kabhi bagwan se kuch nahi manga sirf ek baccha manga woh bhi bagwan ne nahi di per jab pata chala nandini pregnant hai tab mene socha me nandini ke bacche ko apne bacche ki tarah pyaar karhugi per aaj nandini ne mujhse woh shukh bhi chinlee aaj subhah usne mujhe kaha tha ki woh mujhe baby ko kabhi chune nahi degi 

cab: navya woh baby bhabhi aur bhai ka hai hamara nahi tum us baby ke liye rorahi ho joh abhi tak is duniya me aaya bhi nahi hai jab baby aayega tab ye sab sochna abhi tum mere bareme socho [he hugs her tightly]

i have not edited this chapter so avoid mistake 

peace 

MERA DILWhere stories live. Discover now