nandini comes after sometimes later in her room and see her husband waiting for her seating on the couch, she sit besides manik and ask him
nan: kyu bulaya mujhe aapko pata hai na ham dono ko mere ghar bhi jana hai mom dad se milne
ma: voh tumhe yeh daima ki kya jarurat hai ghar me kitne saare log hai tumhara kaam karne ke liye
nan: par sab ko dusre kaam bhi hote hai manik aur hamare baby ke aajane ke bad bhi yeh daima bohot madad karegi baby ko malish bhi karegi aur diaper bhi change karegi
ma: yeh sab ma ya navya bhi kar sakti hai aur tumne mujhe bataya kyu nahi ki tumne koi daima ko bulaya hai
nan: me navya aur ma ko pareshan nahi karna chahti hu issiliye mene daima ko bulaya
ma: pareshaan nahi karna chahti thi ya navya ki insult karna chahti ho
shoked nan: manik aise kyu bol rahe ho aap mene aisa kab kaha navya toh bohot achhi hai voh mera bohot khayal rakhti hai
ma: toh phir kyu kisi bahar wali ko bolaya tum ne tumhara khayal rakhne jab ghar me sablog tumhare aage piche rehte hai kya problem hai tumhe aalia, navya ya maa se
nan: mujhe maa aur aalia se koi problem nahi hai mujhe sirf navya se problem hai
ma: kya problem hai kuch kiya usne
na: nahi kuch kiya toh nahi par bohot kuch kar sakti hai voh
ma: matlab me samjha nahi
na: voh navya kabhi pregnant nahi ho sakti hai na toh voh hamare baby ki mamma banna chahti hai
ma: what pagal ho gayi ho aisa kyu karregi voh
na: manik me sach bol rahi hu aap meri bat ka yaqeen karo
ma: tumhe yeh navya ne kaha
nan: nahi voh mene aalia aur navya ki bat sunli thi issiliye me navya aur aalia se dur rehna chahti hu [she started crying]
ma: no mera bachha aise rote nahi hai tum joh chaho voh kar sakti ho ok me ab tum se kuch nahi puchonga [he hug her and start pacify her]
nyonika and raj's room
nyo: raj yeh ghar me kya horaha hai nandini ke aane ke bad ghar me sab kuch badal gaya hai ab yeh hamara ghar nahi lagta hai
raj: tum aisa kyu kehrahi ho voh hamari bahu hai
nyo: bahu nahi dayan hai jab se aayi hai tab se pure ghar ki saanti leli hai usne accha hota agar manik usse kabhi saadi hi nahi karta mere ghar ko tod diya hai
manik pov
nandini ko aise puchonga toh kabhi nahi batayegi ke kyu voh yeh sab karrahi hai agar uska behavior aisa hi raha toh jald hi hamara ghar tut jayega aur navya se itni nafrat kyu karne lagi hai yeh kya bat hogi
not edited
YOU ARE READING
MERA DIL
FanfictionA modern age love story . but a story incomplete without twist and turn.