ᴄʜᴀʀᴀᴄᴛᴇʀs & ʟɪᴠɪɴɢ ᴀʀʀᴀɴɢᴇᴍᴇɴᴛs

517 35 73
                                    

The Sharma Pariwar :

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

The Sharma Pariwar :

• Mr. Sharma -
Larke ke pitaji
Aditi ke Dadaji ke apne bete se bhi barkar bete hai ye.

• Mrs. Sharma -
Larke ki mataji

• Tarun Sharma -

Ye hai hamara larka, the most wanted munda, sabka chahita, larkiyo ka sapna. Ye apne ghar ke Bada beta. Jagat ka bada bhai. Ye sahab apne irado Par tike rehne wale types Hai. Act aesa karte hai jaise cold hearted Hai but actually soft hearted Hai Ye. Life me Kabhi pyar hua nhi hai, Aur directly Shaadi fix ho chuki hai.

• Jagat Sharma -

Ye hai Sharma pariwar ka sabse chota sadasya. Tarun Ka chota bhai. Ye apne bade bhaiyo ko pareshan karne wale types Hai but he surely loves them all. Ye pyar to karte hai Akshita se, but Kabhi batate nhi. Sab log bhi Ye baat jaante Hai but koi kehta nhi.

(characters who will be introduced after the first chapter☞)

• Anushka -

Ye bhenji inn dono ke tayaji ki beti Hai. Ye bhot bhali changi mundi Hai. Aditi ki bhot achi dost bhi hai. Bhot hi sanaskari bachi Hai Ye.

• Tayaji -

Ye Tarun ke Taya Hai. And Anushka ke papa.

• Tayiji -

Ye Tarun ki Tayiji Hai and Anushka ki mummy.

The Prakash Pariwar :

• Dadaji -

Kahani inki wajah se hi to shuru hui Hai

• Dadiji -

Ye hai hamari great Dadiji.

• Mr. Prakash -

Aditi ke papa

• Mrs. Prakash -

Aditi ki mummy

• Jeet Prakash -

Ye ghar ke bade bete hai. Ye hai iss colony ke larkiyo ke chahite. But kisi ko bhav nhi dete. He just pays attention to his girlfriend. Ye Aditi ke bare bhai Hai, larke ke dost and hone wale saala.

• Aditi Prakash -

Ye hai iss ghar ki beti, hamari kudi. Ye actually bhot dheet kism ki insan Hai, a person with a strong personality. She's an independent woman.
A/N : ye personality wise meri favourite hai

• Jaysh Prakash -

Ye hai iss ghar ka sabse chota sadasya. Ye normally reporting Ka kaam karta Hai. Isko colony me ho rhi saari chizo ki khabar rehti hai.

(characters to be introduced later☞)

• Chachaji -

Aditi ke chacha. Nina ke papa

ᴍᴇʀᴇ ʏᴀᴀʀ ᴋɪ sʜᴀᴅɪ ʜᴀɪ || ᴀ ᴅᴇsɪ ʙᴛs ᴀᴜजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें