Pyar agar labon pe aa jaye tooo
Kya baat hain...Zikar mera agar uski juban pe aa jaye tooo
Kya baat hain .Pakde jo hath wo mera chupke se
Tooo kya baat hain...Dekhe wo Hume Zara pyar bhar too..
Usme mera sharmana..tooo
Kya baat hain...Dekh kar ek duje Ko...
labhon pe muskaan aana ..tooo
Kya baat hain....Unka jaankar humse ruthna aur
Phir khud hi maan Jaana ..tooo
Kya baat hain...Unka humse Yoon statane ke andazz mein kehna pyar nahi tumse ..
Aur shayrana Andaaz mein
Mohabbat eh elaan karna tooo ..
Kya baat hain...Unka ye Andaaz dekh aankhon mein Khushi ke aansoo aana too
Kya baat hain...Jamane se ladkar
Hume apna Banya tooo
kya baat hain.....Ban Gaye hain do Dil ...
ek jism to ek Jaan ...tooo
kya baat hain....With love...
Bhavi💕
YOU ARE READING
DIL DIYAN GALLAN
Poetryfeelings ke words nahi hote ... sirf ehsaas hote hain... ye ehsaas koi koi hi samaj pata hain... jisne samaj Liya wo jeena Sikh jata hain... jo nahi Samaj paya ...wo uski yaadon mein din raat khoya rehta hain....