Next day he went her hostel to bring preeta with him..
Rakhi(seeing preeta): yeh ladki kon hai putar
Karan: mom yeh apki physiotherapist hai jo aj se yahi apke sath rahegi..
Rakhi smiled..
Rakhi (in mind): tou yeh hai waja.. mahira se shadi na karne ki..
Rakhi to preeta: kitni piyari bachi hai
Karan (smiled): wo to yeh hai
Rakhi (teasingly): tujhe achi lagi.. tbyt to theek hai na.. jo Karan Luthra ladkio se chidta hai wo aj kisi ki tareef kr rha hai..
Preeta: Aunty.. Wo.. ap mujhe mera room dikha dengi.. mujhe fresh hona hai..
Karan: wo to me bhi dikha sakhta hun.. mujhse hi boldia hota..
Preeta glared him..
Karan: aese kia dekh rhi ho Babydoll (dragged her by holding her hand) chalo..
Rakhi smiled and called rishab.. and on other side..
Preeta (losing his girb from her hand): kia kar reh ho.. chodho mujhe.. achi zabardasti laga rakhi hai tum ne..
He pinned her to wall, she became shocked
Karan: zabardasti abhi dekhi hi kaha hai ap ne madam.. (leaning closed to her) agar karan luthra zid pe utar aey na (huskily) to....
Preeta (nervously): to...
Karan (leaning more closed): to... Burst out in laughing..
Karan (laughing hard): Preeta Arora apni shakal to dekho Zara.. kitna dar gai tum..
Preeta (angrily): tum niklo abhi room se.. hogaya na tumhara kam.. an niklo.. (pushing him out of room)
He pulled her by waist making her nervous..
Karan (huskily): abhi kam kuch kra hi kaha hai.. (smirked)
She felt butterflies in her stomach.. and started breathing heavily..
Preeta: ka.. karan.. pl.. plea.. leas.. chod.. chodho.. mujhe..
Karan (lifting her chin): kiun kuch kuch ho rha hai.. (smiled and left her) Tum fresh hojao.. (and left from there)
Preeta signed in relief..
Preeta: yeh kia ho jata hai mujhe uske samne..
Other side
Rakhi (on call): me janti thi ke tum meri baat zaror smjho ge.. I am sorry beta.
She hanged up .. saw karan coming toward her ..
Rakhi (smiled): kia baat hai aj bada khush hai mera beta.. wese yeh khushi ki waja hai kon (teasing him)
Karan (side hugged her) : kia mom.. ap ko abhi tak nhi pta..
Rakhi: acha sab chodh.. yeh btao kab jana hai..
Karan (confusingly): kaha??
Rakhi (hitting his head lightly): budhu.. preeta ke ghar.. uska hath mangne..
Karan: wo mom.. uski family nhi hai.. wo hostel me rehti thi.. or 1 request hai please ap us se kuch nhi poochoge uski life ke bare me ya past ke bare me..
Rakhi: theek hai.. lekin phir shadi ki baat krenge kis se hum..
Karan: mom ap abhi kisi se kuch bhi nhi bologe.. abhi usko time chahye.. or us se to bilkul bhi koi bt nhi kroge..