Adhvik was crying and continuesly seeing her in full of tears and praying to Shiv ji for pranvi wake up
After some time she wake up with a jurk and shout... Sir....
Adhvik hug her tightly and say
Adhvik : pranvi utgai tu Tq u sooo much Shiv ji Tq u sooo much mera pranvi ko wapas lanekeliye ....agar isse kuch hogayana tho Maine bhi Issi mandhir Mai jaan denewala hu but.... Tqs
Pranvi : Sir aap kya bolrahe hai aap apna jaan dedhega ah....
Adhvik : Ha tho kya karu Iss duniya Mai tere bhina
Suddenly shivling glowing and some voice came.... That voice was very strong and intense
Voice : tumhara Pyaar hi pranvi ka jaan hai.... Iss purey dhuniyamai Pyaar hi tho dhekna chata hu Mai aur pranvi keh liye Tera Pyaar Sacha aur shud hai tho Mai pranvi ko tujhse Kaise dur lejasakta hu
Adhvik and pranvi haat jodke heads down karke...
Adhvik and pranvi : dhanyavadh Shiv ji
After some time they are reach home and komal opens door
Komal : pranvi Kaise Ho beta tum tik tho hai na ajanak Yeh sab Kaise
Pranvi : maa Mai bhilkul tik hu aap itna chinta mat kijiye wisebhi adhvik sir aur uska Pyaar hote hua mujhe kuch Kaise hosakta hai and I don't know Yeh sab Kaise hua ajanak.... And adhvik interrupted
Adhvik : mujhe pata hai Yeh sab andhak ne kiya hai wo tere upper jadhoo kiya hai maarnekeliye
Komal : beta lekin tujhe bataya andhak pranvi ki bacheki baap bana chata hai tho wo pranvi ko Kaise marega
Pranvi : kya ? Mere bacheki baap aur wo saitan my foot
Adhvik slowly goes from there
Pranvi : Ma Sir bahut dargay hai Mai uske pass jata hu
Komal : tik hai beta tu ja aur take care
In room,
Adhvik stood up on balcony and thinking suddenly pranvi hug him
Adhvik : tujhe uss andhak se dur Kaise karu Mai usse chodunga nahi wo thujhe maar na chaya
Pranvi : Sir please chodiye Yeh sab Mai tho tik hu na ab
Adhvik : kya tum tik Ho tujhe pata hai mandhir Mai dekha Teri dhadkan band bhi hogay mujhe laga Mai marjaungi tumai hameshakeliye khodiya aur
Pranvi : Sir wo mujhe Mar nekeh liye nahi shayad aap ko kamzor karnekhe liye aise jadhoo kiya hai aur aap maa bhi bolata na wo mera bacheki baap
Adhvik :shut up! Teri bacha aur bachi kisikabhi baap baneka hakk sirf aur shirf mujhe hai samji
Pranvi : tik hai lekin aap mujhpe itna gussa kyu horahai hai Ha boliye and go from there
Adhvik in his mind : arre usne tho naraz hogay ab Thu tho gay adhvik ja jakeh manalo usse
Pranvi go terrace ,and sit zoola
Pranvi : aap hamesha mujhe daat the rehate hai Mai aap se Baat bhi nahi karungi aur aap ko mere pass ana bahut acha lagta hai na Mai aap ko mujhe haat bhi nahi lagnedunga dhekta hu aap Kaise rehate hai mujhe hug Kare bhina kiss Kare bhina..... Aree Mai bhi nahi rehasakata hu na aap ki warm hug kiss ki adhat padgai aur...... And she saw adhvik coming
Adhvik came and sit beside pranvi and lied on pranvi lap
Pranvi : utiye aap mera pass nahi aasakte aur mujhe hug bhi aur tho aur ki_.sssss.... Bhi nahi kar sakte
Adhvik : acha kyu mera biwi hai Mai kyu nahi karsakta aur wobhi iswaqt dheko climate itna romantic hai aur mujhe mood araha hai
Pranvi push him and stood up and say
Pranvi : mujhe na aap se dur Jana hai bahut dhoor and adhvik interrupted
Adhvik place finger on her lips
Adhvik : agar agli Baar aise baat ki Na tho Mai marzaunga
Pranvi : Sir I'm sorry Mai tho bass aisehi boldiya
Adhvik eyes ware full of tears
Adhvik : tujhe kitni Baar kahu tu meri jindagi Ho pls ise baat Matt Karo mujhse Mai nahi sehapaunga
Pranvi could not see his sad face and she doing something and adhvik shocked
Pricap: pranvi and adhvik cute moments spoiled by andhak
