adhvik knows the truth

682 30 0
                                    

Next day morning, in office

Adhvik and pranvi doing their job suddenly adhvik phone rings

Adhvik : hello, Who is this

Prakash : beta adhvik Mai pranvi ka papa prakash hu tum se ek jaroori baat karni hai milogi akhele

Adhvik : Ha uncle but Sub tik haina

Prakash : Ha beta ab milsakti Ho mujhse

Adhvik : arahahu uncle

In pranvi house

Praksah : beta mujhe pata hai tere pass powers hai waise powers mere aur shanvi ke pass aur pranvi keh pass b hai but humko hamari powers ka heshaz hai but pranvi ko nahi pata because uske upper saitan ka shaya hai agar pranvi powers use karegi tho us saitan ko pata chal jayega pranvi kaha hai Iss liye hum pranvi to insab se dhoor rakha abi tak

Adhvik  interrupted : per uncle Mai Kaise manlu aap sach bolraha hai

Prakash and shanvi stood up

And holds their hands and fly in air and shows their powers to adhvik

Adhvik trust their words and asks

Adhvik : uncle aap Yeh sab ab kyu bataraha hai

Prakash : wo saitan agaya hai pranvi ko doonthe hua ab hum kabtak pranvi ko us saitan se protect karsakte hai Yeh pata nahi ab tum hi ek ho mere beti ko life long protect karsakti ho

Adhvik : per uncle aap ki beti ke pass b powers hai wo kudhko protect karsakti hai

Prakash : lekin usko powers ki heshaz nahi hua hai abhi tak  aur agar us saitan ko pata chalgaya pranvi keh baremai tho ghor anardh hojayega

Adhvik : kya hoga uncle and wo saitan pranvi keh piche kyu pada hai

Prakash : wo pranvi se saadi kanra chata hai agar wo pranvi keh pet Mai uska ansh hoga tho wo bacha Iss poore dhuniyame raz karega

Adhvik angrily : what?  Aisa kuch nahi hoga Mai hone nahi dhongi agar pranvi kisiki bacheki maa banegi tho wo shirf mera and he stops because pranvi parents are shocked to hear that

Adhvik : wo uncle mera matlab

Prakash : beta ek baat bolu tujhe mera beti se Pyaar hogaya hai aur Kaise nahi hoga uske nasib Mai Thu aur Teri nasib Mai wo saat likchika hai tu chakar b use dhoor nahi karpaugi

Adhvik realize he loves her so much he care her so much

Adhvik : Ha uncle aap ki beti ko mat batana kyu ki uski manme aisa kuch nahi hai

Prakash and shanvi smiles and adhvik leave and reach office.. He goes his cabin

All staff was standing quitly adhvik shock and tensed too

Adhvik : kya hua aur tum sab and he sees pranvi sleeping on sofa peaceful.. Then adhvik orders all to leave ...adhvik smile to see his to be wife cuteness and he about to touch her cheeks and pranvi opens eyes and shouts because she thinks adhvik about to slap her for sleeping office hours

Pranvi : push him and holding her ears sorry sir Mai aisa kabi nahi karungi aap mujhe Mariya Matt please

Adhvik stat laughing

Adhvik : pinch her cheeks and says arey tum kitna cute Ho wise Mai ladiko Marne wala jaisa nahi hu tum daro Matt aur mene tume kaam dheke gaya aur tu sorahiho aisa nahi chalega

Pranvi : complete kardiya sir isiliye mujhe neend agai aur Mai aise so gay

They both laughed loudly

Another side pranvi parents kidnapped

Guess guys who is kidnapped her parents and why

Beauty And Beast जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें