anika, a bubblie girl has dream to be a number one arhitect across the world
gauri, a sanskari girl left her dreams only for her father as she can't oppose her father
shivaay rude arrogant ziddi money minded businessman who know only deals.
love...
Mile ho tum hum ko Bade naseebo se Chura liya Maine Kismat ki lakeeron se Teri mohabaat mein saase mili hai Sada rehne dil ke kareeb hoke Mile ho tum hum ko Bade naseebo se Chura liya Maine Kismat ki lakeero se
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Our gauri
Meanwhile another girl enters and back hugs her
"kis liye gaana gha rahe hai madam ji" asked the girl to gauri
G- dii aap bhi na
"Mai kya madam" asked the girl
G- kuch nahi anika madam ji
Yes the girl is gauri's favorite dii our anika
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
A- baatein math guma aur such such bol kis ke liye gha rahe ho
G- aap phir se shuru ho Gaye
A- bolna
G- kisi ke liye nahi gha rahi hoon buz gaana yaad aa gayi iss liye gaane lagi hoon
A- accha agar itna pyaar hai gaane ke liye tho apna career kyu choda hai bolo
G- papa ke liye dii kyonki jab se maa gusar gayi tab se unn hone hamare liye bahut kuch kia hai iss liye Mai usse kabhi hurt nahi kar sakthi aur wo bilkul nahi karna chahti jo papa ko nahi pasand hai
A- haa baba pata hai ki tu papa ki gudiya hai jo kabhi unn ka baat nahi taal sakti
G- haww mai apni behan ki chutki bhi hoon samje
A- makkan ka cost bada hai don't waste it
G- 🙄
Gauri sings phoolon ka taron ka sabh ka gehna hai Ek hazaron mein meri behna hai Saari umar hame sung rehna hai