10. Yeh Fizaein

55 8 0
                                    

Lyrics: Ye Fizaein - Main Hoon Na Song
Music Director: Anu Malik
Lyrics:Javed Akhtar
Singer: Alka Yagnik, K K

_______

🌳🌳🌳🌳🌳🌳

Ye fizayein, sun lo gayein
Zindagi hai hasin aur javaan
Har lamha hai meharban, har pal hai khushi
Pa hi gaya ye carvan, manzil pyar ki

Din jo suhane hain,
Do dil deewane hain (Repeat 3 times)

Ye fizayein, sun lo gayein..

Geeton ka mausam hai,
Khwabon ka aalam hai
Ab hosh kam kam hai
Jeevan ki raahon mein,
Tum ho nighahon mein

Banhein hain banhon mein,
Har dil deewana hai ab ye jaana
Kyun hai hasin ye sama
Har lamha hai meharban,
Har pal hai khushi
Pa hi gaya ye carvan, manzil pyar ki

Din jo suhane hain,
Do dil deewane hain (Repeat 2 times)

Ye fizaayein, sun lo gaayein..

Sab din sunhare hain,
Sab nashe gahre hain
Pyare sab chehre hain,
Ab halke halke se,
Rang hain chhalke se

Aanchal hain dhalke se,
Jo dilqashi hai, jo taazgi hai
Kaise karoon main bayaan
Ye fizayein, sun lo gayein
Zindagi hai hasin aur javaan

Har lamha hai meharban,
Har pal hai khushi
Pa hi gaya ye carvan, manzil pyar ki

Din jo suhane hain,
Do dil deewane hain (Repeat 4 times)

*******
🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴

Bagi kalian yang mau tau gimana lagunya
Silahkan di putar

👇👇👇👇👇

.
Jangan lupa di pencet vote 🌟
Nya yaa😘😘
💕💕

Lirik Lagu India | | Hindi Songs Lyrics | BollywoodTempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang