3

3 3 1
                                    

This poem is in hindi language




Kbhi socha nhi tha itni karib se
dekhungi usko,
Logo ke muh se suna tha wo aati he sbko,
Apne sath lekr chali jati he sbko,
Aaj usne dur se hi apne hone ka ahsaas kra dia,
Aaj malum hua ki kaise ek din hm sm uske sath chle jayenge
Or bs kuch yaadein sath chod jayenge.
Ye yaadein hi to he jo hme kisi ke na hote hue bhi uski ehsaas krati he.
Ye yaadein hi to he jo drd or muskrahat lati he,
Ye yaadein hi to he jiske saare kai log apni puri zindagi kaat lete he.
Agr ye aakhri din he to kyun na kuch yaadein bnaye,
Unhe is trh sajaye ki wo hr dr ko piche chod jaye,
Agr ye aakhri din he to kyun na dilo se gile shikwe mitaye.
Agr ye aazkhri din he to kyun na ise apne ghr me aise manye ki charo trf khushi ka mahol cha jaye.

Chlo kuch aisa kre ki aane wali pidi bhi kahe kaash wo dor phir se aa jaye.......

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Apr 02, 2020 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Poetry Where stories live. Discover now