mahima at divya's home

1.4K 149 26
                                    

Shikshit came out of car and were taking out the gifts they brought for their princes .

Mahima- ye to such mai Divya ke ghar he aye h ho sakta h wo jo bol rhe h wo such ho .

Lavanya- i agree bari mom pr ye sara saman le kr ye abhi kyu aaye h aap he sochiye kya drishti in balloons or khilono se khelegi. Hme ek bar ja kr check krna chaiye.

Mahima- thik h ab itti dur aaye h to ander tak bhi chal lete h .

There drivya were sitting in their garden with babies and their nana nani.

Shikshit came inside followed by mahima and Lavanya.

Both hide them self behind a tree from were everything was visible.

Rakshit- hello everyone!

Drishti ran towards him and was about to hug him but stopped.

Drishti- ye sab kya h mr shergill aap itta sara saman le kr kyu aaye h .

Rakshit- mujhe meri betiyon se to dur ker he diya h ab kya mai unke liye gifts bhi nahi le sakta hun.

This line gave a shock to mahima.

Shikhar- bhabhi hm ye sab ander rakh kr aate h we know our princes must be missing us.

They went inside and came out with few soft toys and chocolates.

Rakshit- namaste uncle aunty .

Shikhar- namaste mummy papa.

Rakshit- aunty ager aap bura na mane to kya mai apni beti ko ke sakta hun

Divya's mother- hn hn beta lo na tmhari he to betiyan h ( she gave the elder child to him)  waise beta divya ki baat man kr in dono  ko yahan bhejne ke liye thanks aaj kitte din baad mere ghar mai itti sari khusiyan aai h lagta h divya ka bachpan lot aya h.

Shikhar- ( taking another child in arms) mummy divya ka na bhabhi ka ye dono bhabhi ki betiyan h .

Drishti- dever ji ye dono sirf mujhse ya mr shergill se he nahi balki divi se bhi utti he juri hui h . Aapke RT ne he bataya tha.

Rakshit- i know my pari was missing me na hn .... Papa ko miss kiya na aapne .

Drishti- nahi bilkul nahi papa ko kyu miss kerengi ye unke pass unki Mumma h na pyar krne ke liye to papa ki kya zarurat.🤭

Shikhar- bhabhi ek baat to bataiye hm kya inhe zindagi bhar aise he bulane wale h inka koi naam rakhna h ya nahi.

Drishti- kaisi baat kr rhe ho tm inka naam mahima mam ke bina kaise rakh sakte h hum inke janam ke time wo nahi thi ab bhi unhe inke bare mai kuch nahi pata h Aise mai inka naam rakhne ka hakk to mam ka huwa na .

Divya- mujhe to ye soch soch kr dar lag rha h ki jab bari mom ko pata chalega to wo kahin gussa na ho jaye.

Rakshit- gussa kyu hongi bhala koi dadi apni he poti ko dekh kr gussa ho sakti h kya.

Divya's father- pr beta wo kya iss baat ko manengi ki 48 ghante mai tmhari betiyon ne janam liya h .

Rakshit- pata nahi uncle pr such to ye he h na or hme such to batana he hoga .

Love Of DrikshitWhere stories live. Discover now