Pyar Ki Rangoli

556 23 35
                                    


Hope u all like this. Its nothing but a dillogical abhirika os set after giraftaar series. Enjoy!

xxx

Pyar ki rangoli

xxx

One morning after case is solved...

Everything is normal. Tarika is talking over phone while pacing here n there in forensic lab...

"I'm sorry Abhijeet. Main tumhari koi madad nahi karpaayi... I'm so sorry..."

"kya keh ahi hai Tarika ji! Aapne koshish tho ki thi. Aur fir mujhe sorry kehnaa chahiye ki meri waja se aapke aur salunkhe sir k beech..."

"nahi Abhijeet. Tum ne kuch nai kiya. Main hi- main tumhara saat nahi depaayi. Uss waqt jab mujhe saat dena chahiye tha.."

"kaise nahi diya ji? Aapne bharosa kiya mujh pe.. uss waqt mei bharosa kiya jab sab ne mujh pe bharosa kho di. aur aapse jithna ho saka woh aapne kiya. Yahi tho hai saat dena. thank you Tarika .. thank you!"

"please Abhijeet mujhe aur guilty feel mat karaao. Yeh bhi koi baat hai kya? Tum pe bharosa karna matlab khud pe karna.. fir bhi I feel so guilty, "

"jo beet gaya.. usse bhool jayiye! Kaafi waqt hogaya yeh sab khatm hoke.."

" fir bhi- ah main tum se milne aayi thi aaj subah. Ghar pe nahi the tum. Kaha the?"

"ah- woh ek kaam yaad aagaya.."

"har waqt kaam kaam. Accha bureau aane pe mujhse ek baar milo ok?"

"haa haa ok.. bye Tarika ji."

"byee Abhijeet"

xxx

In bureau, few hours later...

"sir Abhijeet sir abhi taka aye kyu nahi.."

"aajayega freddy.. shayad apna mann halka karne kahi chala gaya ho.."

"unhe phone kijiye na Daya sir.."

"nahi yar. Usse akela chodna thik hoga.. jab aayega tab baat karlenge."

xxx

Meanwhile in forensic lab:

security guard enters calling Tarika's name ..

"madam Abhijeet sir ne aapko parking lot mei bulaaya hai.."

"kya? Waha kyu? Thik hai tum jaao. sir main abhi aayi.."

Salunkhe shrugs as she leaves the lab heading towards parking lot.

'yeh Abhijeet bhi na.. yaha kyu bulaaya.. yaha tho koi nahi hai!"

10 min later... Salunkhe sir calls her up asking her to get back to work. She leaves the parking space in a hurry.

30 min later... security guard comes back to forensic lab asking her to reach parking lot. Tarika goes there but again finds none.

Lunch time, the guard again comes to forensic lab...

"madam aap ko Abhijeet sir ne parking lot mei wait karne k liye kaha tha... aur aap"

"tum fir se yaha? Koi mazak hai kya? do baar waha jaa chuki hu, ab aur nahi jaana. Dobara tu agar yaha aaya na tho teri post mortem kardungi. Nikal yaha se!"

The guard leaves hurriedly in a frightened state n informs Abhijeet who's in parking lot, the same.

"post mortem kardegi! Myy god! Ithna gussa? Thik hai tum jaao.. main hi unhe bulaaunga!"

Always and Forever: Abhirika Oneshots!Where stories live. Discover now